
daman
Ab K Junoon Mai Fasla Shayad Na Kuch
Ab K Junoon Mai Fasla Shayad Na Kuch Rahe
Daman K Chaak Aur Gireban K Chaak Mai
اب کے جنوں میں فاصلہ شاید نہ کچھ رہے
دامن کے چاک اور گریباں کے چاک میں
अब के जुनूँ में फ़ासला शायद न कुछ रहे
दामन के चाक और गिरेबाँ के चाक में
Sambhalne De Mujhe Ae Na-Umeedi
Sambhalne De Mujhe Ae Na-Umeedi Kya Qayamat Hai
K Daman-e-Khayal-e-Yaar Chuta Jaaye Hai Mujh Se
سنبھلنے دے مجھے اے نا امیدی کیا قیامت ہے
کہ دامان خیال یار چھوٹا جائے ہے مجھ سے
सँभलने दे मुझे ऐ ना-उम्मीदी क्या क़यामत है
कि दामान-ए-ख़याल-ए-यार छूटा जाए है मुझ से
Go Hath Ko Jumbish Nahi Ankhon Mai

Go Hath Ko Jumbish Nahi Ankhon Mai To Dam Hai
Rahne Do Abhi Saghar-o-Minaa Mere Aage
گو ہاتھ کو جنبش نہیں آنکھوں میں تو دم ہے
رہنے دو ابھی ساغر و مینا مرے آگے
गो हाथ को जुम्बिश नहीं आँखों में तो दम है
रहने दो अभी साग़र-ओ-मीना मिरे आगे
Meri Bechain Aankhon Mein Jab Woh Tashreef Laate Hain

Meri Bechain Aankhon Mein Jab Woh Tashreef Laate Hain,
Tasawar Unke Daaman Se Lipat Kar Raqs Karta Hai
میری بے چین آنکھوں میں جب وہ تشریف لاتے ہیں
تصور ان کے دامن سے لپٹ کر رقص کرتا ہے
Rone De Tu Aaj Hum Ko, Tu Aankhen Sujane
Rone De Tu Aaj Hum Ko, Tu Aankhen Sujane De
Baahon Mein Le Le Aur Khud Ko Bheeg Jaane De,
Hai Jo Seene Mein Qaid Dariya Woh Choot Jayega
Hai Itna Dard Ke Tera Daaman Bheeg Jayega
Dard Iss Dil Ke Kisi Ko Batane Se Kya Faida
Dard Iss Dil Ke Kisi Ko Batane Se Kya Faida
Zakhmon Se Apne Rubaru Karane Se Kyta Faida,
Ashq Apne Hain Inhey Simait Lo Daaman Mein
Kisi Bedard Per Yunhee Lutane Se Kya Faida
Ab Jo Khoon Daman Pe Gira Hai Toh
Ab Jo Khoon Daman Pe Gira Hai Toh Shikayat Kaisi,
Main Na Kehta Tha, Mujhe Dur Se Maaro Pathar
Churao Nazrein, Churao Daman, Badal Ke Raste
