/May 5, 2023/Kar ilaj-e-josh-e-vahshat charagar /Ghamgeen Poetry/Momin Khan Momin Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/ Kar ilaj-e-josh-e-vahshat charagar La de ik jangal mujhe bazar se کر علاج جوش وحشت چارہ گر لا دے اک جنگل مجھے بازار سے कर इलाज-ए-जोश-ए-वहशत चारागर ला दे इक जंगल मुझे बाज़ार से Tags: bazar,momin khan momin poetry,sad,two line
/September 29, 2022/Subha hoty hi nikal aaty hai bazaar mein log /Two Line Shayari/ Subha hoty hi nikal aaty hai bazaar mein log Ghariyan sar pe uthaye howy emano ki صبح ہوتے ہی نکل آتے ہیں بازار میں لوگ گٹھریاں سر پہ اٹھائے ہوئے ایمانوں کی Tags: bazar,log,subha
/September 22, 2022/Duniya mein ho duniya ka talbgar nahi hoo /Two Line Shayari/ Duniya mein ho duniya ka talbgar nahi hoon Bazar se guzra hon khareedar nahi hoon دنیا میں ہوں دنیا کا طلب گار نہیں ہوں بازار سے گزرا ہوں خریدار نہیں ہوں Tags: bazar,duniya
/September 8, 2022/Bheed hai sar bazar kahin aur chaly /Two Line Shayari/ Bheed hai sar bazar kahin aur chaly Amery dil mery ghum khawav kahin aur chaly بھیڑ ہے بر سر بازار کہیں اور چلیں آ مرے دل مرے غم خوار کہیں اور چلیں Tags: bazar,dil,ghuman
/January 28, 2022/Kal jinhen chhu nahin sakti thi farishton ki nazar /Saghar Siddiqui Poetry/Two Line Shayari/ Kal jinhen chhu nahin sakti thi farishton ki nazar aaj vo raunaq-e-bazar nazar aate hain کل جنہیں چھو نہیں سکتی تھی فرشتوں کی نظر آج وہ رونق بازار نظر آتے ہیں कल जिन्हें छू नहीं सकती थी फ़रिश्तों की नज़र आज वो रौनक़-ए-बाज़ार नज़र आते हैं Tags: bazar,nazar,sagar siddiqui
/January 26, 2022/vo phuul jo mire daman se ho gae mansub /Qaiser ul Jafri Shayari/Two Line Shayari/ vo phuul jo mire daman se ho gae mansub khuda kare unhen bazar ki hava na lage وہ پھول جو مرے دامن سے ہو گئے منسوب خدا کرے انہیں بازار کی ہوا نہ لگے वो फूल जो मिरे दामन से हो गए मंसूब ख़ुदा करे उन्हें बाज़ार की हवा न लगे Tags: bazar,daman,khuda,qaiser ul jafri
/December 23, 2021/girte hain log garmi-e-bazar dekh kar /Abdul Hameed Adam/Two Line Shayari/ girte hain log garmi-e-bazar dekh kar Sarkar dekh kar miri sarkar dekh kar گرتے ہیں لوگ گرمئ بازار دیکھ کر سرکار دیکھ کر مری سرکار دیکھ کر गिरते हैं लोग गर्मी-ए-बाज़ार देख कर सरकार देख कर मिरी सरकार देख कर Tags: bazar,dekhna,log
/June 29, 2019/Le Saans Bhi Ahista K Nazuk Hai Bahut /Mir Taqi Mir Poetry/ Le Saans Bhi Ahista K Nazuk Hai Bahut Kaam Afaq Ki Is Kargah-e-Shishagari Ka لے سانس بھی آہستہ کہ نازک ہے بہت کام آفاق کی اس کارگہ شیشہ گری کا ले साँस भी आहिस्ता कि नाज़ुक है बहुत काम आफ़ाक़ की इस कारगह-ए-शीशागरी का Tags: aaina,bazar,kaam,meer taqi meer,nazuk,saans,takleef
/June 29, 2019/Laaya Hai Mera Shauq Muje Parde Se /Mir Taqi Mir Poetry/ Laaya Hai Mera Shauq Muje Parde Se Bahar Mai Warna Wahi Khalwati-e-Raz-e-Nihan Hun لایا ہے مرا شوق مجھے پردے سے باہر میں ورنہ وہی خلوتیٔ راز نہاں ہوں लाया है मिरा शौक़ मुझे पर्दे से बाहर मैं वर्ना वही ख़ल्वती-ए-राज़-ए-निहाँ हूँ Tags: bazar,majboor,meer taqi meer,mehfil,parda,raaz
/May 16, 2019/Samajh ke Karte Hain Bazar Mai Wo /Mirza Ghalib Shayari/ Samajh ke Karte Hain Bazar Mai Wo Pursish-e-Haal K Ye Kahe K Sar-e-Rahguzar Hai Kya Kahiye سمجھ کے کرتے ہیں بازار میں وہ پرسش حال کہ یہ کہے کہ سر رہ گزر ہے کیا کہئے समझ के करते हैं बाज़ार में वो पुर्सिश-ए-हाल कि ये कहे कि सर-ए-रहगुज़र है क्या कहिए Tags: bazar,ghalib,haal,manzil,mirza,rasta,safar,samajh