nazuk
Nazuki Us K Lab K Kya Kahiye
Nazuki Us K Lab K Kya Kahiye
Pankhuri Ik Gulab Ki Si Hai
نازکی اس کے لب کی کیا کہئے
پنکھڑی اک گلاب کی سی ہے
नाज़ुकी उस के लब की क्या कहिए
पंखुड़ी इक गुलाब की सी है
Le Saans Bhi Ahista K Nazuk Hai Bahut
Le Saans Bhi Ahista K Nazuk Hai Bahut Kaam
Afaq Ki Is Kargah-e-Shishagari Ka
لے سانس بھی آہستہ کہ نازک ہے بہت کام
آفاق کی اس کارگہ شیشہ گری کا
ले साँस भी आहिस्ता कि नाज़ुक है बहुत काम
आफ़ाक़ की इस कारगह-ए-शीशागरी का
Baham Hua Karen Hain Din Raat Niche
Baham Hua Karen Hain Din Raat Niche Uppar
Ye Narm-Shane Launde Hain Makhmal-e-Khwaba
باہم ہوا کریں ہیں دن رات نیچے اوپر
یہ نرم شانے لونڈے ہیں مخمل دو خوابا
बाहम हुआ करें हैं दिन रात नीचे ऊपर
ये नर्म-शाने लौंडे हैं मख़मल-ए-दो-ख़्वाबा
Is Nazakat Ka Bura Ho Wo Bhale Hain To
Is Nazakat Ka Bura Ho Wo Bhale Hain To Kya
Hath Aawen To Unhen Haath Laagaye Na Bane
اس نزاکت کا برا ہو وہ بھلے ہیں تو کیا
ہاتھ آویں تو انہیں ہاتھ لگائے نہ بنے
उस नज़ाकत का बुरा हो वो भले हैं तो क्या
हाथ आवें तो उन्हें हाथ लगाए न बने
Dhota Hun Mai Peene Ko Us Sim-Tan
Dhota Hun Mai Peene Ko Us Sim-Tan Ke Paaun
Rakhta Hai Zid Se Khinch Ke Bahar Lagan Ke Paaun
دھوتا ہوں جب میں پینے کو اس سیم تن کے پاؤں
رکھتا ہے ضد سے کھینچ کے باہر لگن کے پاؤں
धोता हूँ जब मैं पीने को उस सीम-तन के पाँव
रखता है ज़िद से खींच के बाहर लगन के पाँव
Ishq Nazuk Mizaj Hai Behadh, Aqal Ka
Ishq Nazuk Mizaj Hai Behadh,
Aqal Ka Bojh Utha Nahi Sakta
Raaz Khol Dete Hain Nazuk Se Ishare Akser
Raaz Khol Dete Hain Nazuk Se Ishare Akser,
Kitni Khamosh Mohabbat Ki Zuban Hoti Hai
Naram Lafzon Se Bhi Lag Jaati Hain Chotein Akser
Naram Lafzon Se Bhi Lag Jaati Hain Chotein Akser,
Mohabbat Aik Bara Nazuk Sa Hunar Hai
Abhi Na Jao K Waqt Nazuk Hai, K Zindagi Laut Kar
/Heart Touching Shayari/Sad Urdu Poetry/Shayari on Life/Shayari on Waqt/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/Zindagi Shayari/