dukhi
Tery dard ne kar rakha hai mujhe mala maal
Tery dard ne kar rakha hai mujhe mala maal
Dukh tu sahi kesy ankh ne paroye yeh mooti
تیرے درد نے کر رکھا ہے مجھے مالا مال
دکھ تو سہی کیسے آنکھ نے پروۓ یہ موتی
guzry gi yeh zindagi jo tery bin
guzry gi yeh zindagi jo tery bin
Dukh sukhan khatir yeh kaafi hai sanam
گزرے گی یہ زندگی جو تیرے بن
دکھ سخن خاطر یہ کافی ہے صنم
Ranjish hi sahi dil hi dukhany ke liye aa
Ranjish hi sahi dil hi dukhany ke liye aa
Aa phir se mujhe chor ke jane ke liye aa
رنجش ہی سہی دل ہی دکھانے کے لیے آ
آ پھر سے مجھے چھوڑ کے جانے کے لئے آ
Yeh kia dukh hai bhat hansne se bhi jata nahin jo
Yeh kia dukh hai bhat hansne se bhi jata nahin jo
Yeh kia ghum hai jo apni rooh tak aaya hua hai
یہ کیا دکھ ہے بہت ہنسنے سے بھی جاتا نہیں جو
یہ کیا غم ہے جو اپنی روح تک آیا ہوا ہے
Dil ki taqdeer mein ek hi sukh ka pal tha
Dil ki taqdeer mein ek hi sukh ka pal tha
Dil ne wo pal bhi tere dukh pe lutana chaha
دل کی تقدیر میں ایک ہی سکھ کا پل تھا
دل نے وہ پل بھی ترے دکھ پہ لٹانا چاہا
Aur Kya Dekhne Ko Baaqi Hai
Aur Kya Dekhne Ko Baaqi Hai
Aap Se Dil Laga Ke Dekh Liya
اور کیا دیکھنے کو باقی ہے
آپ سے دل لگا کے دیکھ لیا
और क्या देखने को बाक़ी है
आप से दिल लगा के देख लिया
Dil Na-Umeed To Nahi Nakam Hi To Hai
Dil Na-Umeed To Nahi Nakam Hi To Hai
Lambi Hai Gham Ki Sham Magar Sham Hi To Hai
دل ناامید تو نہیں ناکام ہی تو ہے
لمبی ہے غم کی شام مگر شام ہی تو ہے
दिल ना-उमीद तो नहीं नाकाम ही तो है
लम्बी है ग़म की शाम मगर शाम ही तो है
Aur Bhi Dukh Hain Zamane Mai Mohabbat
Aur Bhi Dukh Hain Zamane Mai Mohabbat Ke Siwa
Rahaten Aur Bhi Hain Wasl Ki Rahat Ke Siwa
اور بھی دکھ ہیں زمانے میں محبت کے سوا
راحتیں اور بھی ہیں وصل کی راحت کے سوا
और भी दुख हैं ज़माने में मोहब्बत के सिवा
राहतें और भी हैं वस्ल की राहत के सिवा
Larkiyon Ke Dukh Ajab Hote Hain Sukh
Larkiyon Ke Dukh Ajab Hote Hain Sukh Us Se Ajeeb
Hans Rahi Hain Aur Kajal Bhejta Hai Sath Sath
لڑکیوں کے دکھ عجب ہوتے ہیں سکھ اس سے عجیب
ہنس رہی ہیں اور کاجل بھیگتا ہے ساتھ ساتھ
लड़कियों के दुख अजब होते हैं सुख उस से अजीब
हँस रही हैं और काजल भीगता है साथ साथ