kahani
Kahani chor mat dena ke is mein
Kahani chor mat dena ke is mein
Abhi mujh se bhi pagal pary hai
کہانی چھوڑ مت دینا کہ اس میں
ابھی مجھ سے بھی کچھ پاگل پڑے ہیں
Wo Lamha Bhar Ki Kahani Ki Umar Bahr
Wo Lamha Bhar Ki Kahani Ki Umar Bahr Mai Kahi
Abhi To Khud Se Taqaze The Ikhtisar K Bhi
وہ لمحہ بھر کی کہانی کہ عمر بھر میں کہی
ابھی تو خود سے تقاضے تھے اختصار کے بھی
वो लम्हा भर की कहानी कि उम्र भर में कही
अभी तो ख़ुद से तक़ाज़े थे इख़्तिसार के भी
Har Ek Muflis K Mathe Par Alam Ki
Har Ek Muflis K Mathe Par Alam Ki Dastaanain Hain
Koi Chehra Bhi Parhta Hun To Ankhen Bheeg Jaati Hain
ہر اک مفلس کے ماتھے پر الم کی داستانیں ہیں
کوئی چہرہ بھی پڑھتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
हर इक मुफ़्लिस के माथे पर अलम की दास्तानें हैं
कोई चेहरा भी पढ़ता हूँ तो आँखें भीग जाती हैं
Jo Tu Nahi Hai To Ye Mukammal Na Ho
Jo Tu Nahi Hai To Ye Mukammal Na Ho Sakengi
Teri Yahi Ehmiyat Hai Meri Kahaniyon Main
جو تو نہیں ہے تو یہ مکمل نہ ہو سکیں گی
تری یہی اہمیت ہے میری کہانیوں میں
जो तू नहीं है तो ये मुकम्मल न हो सकेंगी
तिरी यही अहमियत है मेरी कहानियों में
Likhte Ruqa Likhe Gaye Daftar
Likhte Ruqa Likhe Gaye Daftar
Shauq Ne Baat Kya Barhai Hai
لکھتے رقعہ لکھے گئے دفتر
شوق نے بات کیا بڑھائی ہے
लिखते रुक़आ लिखे गए दफ़्तर
शौक़ ने बात क्या बढ़ाई है
Bohat Kuch Kaha Hai Karo ‘Mir’ Bas
Bohat Kuch Kaha Hai Karo ‘Mir’ Bas
K Allah Bas Aur Baaqi Hawas
بہت کچھ کہا ہے کرو میرؔ بس
کہ اللہ بس اور باقی ہوس
बहुत कुछ कहा है करो ‘मीर’ बस
कि अल्लाह बस और बाक़ी हवस
Likhte Rahe Junoon Ki Hikayar-e-Khoon
Likhte Rahe Junoon Ki Hikayar-e-Khun-Chakan
Har-Chand Is mAI Hath Humare Qalam Huye
لکھتے رہے جنوں کی حکایات خوں چکاں
ہر چند اس میں ہاتھ ہمارے قلم ہوئے
लिखते रहे जुनूँ की हिकायात-ए-ख़ूँ-चकाँ
हर-चंद इस में हाथ हमारे क़लम हुए
Kab Wo Sunta Hai Kahani Meri
Kab Wo Sunta Hai Kahani Meri
Aur Phir Wo Bhi Zabani Meri
کب وہ سنتا ہے کہانی میری
اور پھر وہ بھی زبانی میری
कब वो सुनता है कहानी मेरी
और फिर वो भी ज़बानी मेरी
Hum Sune Aur Sunaye Jaate Thay, Raat
Dil Guman Tha Gumaniyan thay hum
haan miyan dastaniyan thay hum
ham sune aur sunaye jaate thay
raat bhar ki kahaniyan thay hum
jaane ham kis ki bo-ud ka thay saboot
jaane kis ki nishaniyan thay hum
chhorte kyun na hum zameen apnī
aḳhirash asmaniyan thay hum
zarra bhar bhī na thi numud apni
aur phir bhī jahaniyan thay hum
hum na thay ek aan ke bhi magar
javedan javidaniyan thay hum
rose ik ran tha tir-o-tarkash bin
the kamin aur kamaniyan thay hum
arġhavani tha vo piyala-e-naf
hum jo thay urġhavaniyan thay hum
nar-e-pistan thī vo qattala
aur havas-darmiyaniyan thay hum