Usi ki sharh hai ye uthte dard ka aalam

/Dard Shayari/Firaq GorakhPuri Shayari/

Usi ki sharh hai ye uthte dard ka aalam

Jo dastañ thi nihan tere aankh uthane mein

اسی کی شرح ہے یہ اٹھتے درد کا عالم

جو داستاں تھی نہاں تیرے آنکھ اٹھانے میں

उसी की शरह है ये उठते दर्द का आलम

जो दास्ताँ थी निहाँ तेरे आँख उठाने में

Har Ek Muflis K Mathe Par Alam Ki

/Aankhen Shayari/Aansu Shayari/Dard Shayari/Wasi Shah Poetry/

Har Ek Muflis K Mathe Par Alam Ki Dastaanain Hain
Koi Chehra Bhi Parhta Hun To Ankhen Bheeg Jaati Hain

ہر اک مفلس کے ماتھے پر الم کی داستانیں ہیں

کوئی چہرہ بھی پڑھتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں

हर इक मुफ़्लिस के माथे पर अलम की दास्तानें हैं

कोई चेहरा भी पढ़ता हूँ तो आँखें भीग जाती हैं

Mere Rone Ki Haqeeqat Jis Mai Thi

/Aansu Shayari/Mir Taqi Mir Poetry/Sad Urdu Poetry/

Mere Rone Ki Haqeeqat Jis Mai Thi
Ek Muddat Tak Wo Kaghaz Nam Raha

میرے رونے کی حقیقت جس میں تھی

ایک مدت تک وہ کاغذ نم رہا

मेरे रोने की हक़ीक़त जिस में थी

एक मुद्दत तक वो काग़ज़ नम रहा

  • By:

Fursat Mai Ik Nafas K Kya Dard-e-Dil

/Dil Shayari/Mir Taqi Mir Poetry/

Fursat Mai Ik Nafas K Kya Dard-e-Dil Sunoge
Aaye To Tum Wa-Lekin Waqt-e-Akhir Aaye

فرصت میں اک نفس کے کیا درد دل سنوگے

آئے تو تم ولیکن وقت اخیر آئے

फ़ुर्सत में इक नफ़स के क्या दर्द-ए-दिल सुनोगे

आए तो तुम व-लेकिन वक़्त-ए-अख़ीर आए

  • By: