hosh
Ye alag baat hai saaqi ki mujhe hosh nahin
Ye alag baat hai saaqi ki mujhe hosh nahin
Hosh itna hai ki main tujh se faramosh nahin
یہ الگ بات ہے ساقی کہ مجھے ہوش نہیں
ہوش اتنا ہے کہ میں تجھ سے فراموش نہیں
ये अलग बात है साक़ी कि मुझे होश नहीं
होश इतना है कि मैं तुझ से फ़रामोश नहीं
Saaqi zara nigah mila kar to dekhna
Saaqi zara nigah mila kar to dekhna
Kambakht hosh mein to nahin aa gaya hun main
ساقی ذرا نگاہ ملا کر تو دیکھنا
کمبخت ہوش میں تو نہیں آ گیا ہوں میں
साक़ी ज़रा निगाह मिला कर तो देखना
कम्बख़्त होश में तो नहीं आ गया हूँ मैं
Na Tumhain Hosh Rahe Aur Na Muje
Na Tumhain Hosh Rahe Aur Na Muje Hosh Rahe
Is Qadar Toot K Chaho Muje Pagal Kar Do
نہ تمہیں ہوش رہے اور نہ مجھے ہوش رہے
اس قدر ٹوٹ کے چاہو مجھے پاگل کر دو
न तुम्हें होश रहे और न मुझे होश रहे
इस क़दर टूट के चाहो मुझे पागल कर दो
Hosh Jaata Nahi Raha Lekin
Hosh Jaata Nahi Raha Lekin
Jab Wo Aata Hai Tab Nahi Aata
ہوش جاتا نہیں رہا لیکن
جب وہ آتا ہے تب نہیں آتا
होश जाता नहीं रहा लेकिन
जब वो आता है तब नहीं आता
Ishq Karna Hai Toh Phir Chak-E-Girebaan
Ishq Karna Hai Toh Phir Chak-E-Girebaan Kar Le,
Hosh Walon Se Kaha Raqs-E-Junoo Hota Hai
Na Tumhe Hosh Rahe Aur Na Mujhe
Na Tumhe Hosh Rahe Aur Na Mujhe Hosh Rahe,
Iss Qadar Tut Kar Chaho Ke Mujhe Pagal Kardo
Aankhon Se Shuru Ho Kar Kahani Ulfat Tak Jaa Ponchi
Aankhon Se Shuru Ho Kar Kahani Ulfat Tak Jaa Ponchi,
Jab Hum Ko Hosh Aaya Toh Baat Mohabbat Tak Jaa Ponchi
Hum Ne Mohabbaton Ke Nashe Mein Ussey
/Bewafa Poetry/Ghamgeen Poetry/Heart Touching Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/Urdu Shayari Mohabbat/