awaz
Meri khamoshiyon mein larzan hai
Meri khamoshiyon mein larzan hai
Mere nalon ki gum-shuda awaz
میری خاموشیوں میں لرزاں ہے
میرے نالوں کی گم شدہ آواز
मेरी ख़ामोशियों में लर्ज़ां है
मेरे नालों की गुम-शुदा आवाज़
Mai Jo Bola Kaha K Ye Awaz
Mai Jo Bola Kaha K Ye Awaz
Usi Khana-Kharab Ki Si Hai
میں جو بولا کہا کہ یہ آواز
اسی خانہ خراب کی سی ہے
मैं जो बोला कहा कि ये आवाज़
उसी ख़ाना-ख़राब की सी है
Jis Sar Ko Gharoor Aj Hai Yaan Taj-Vari
Jis Sar Ko Gharoor Aj Hai Yaan Taj-Vari Ka
Kal Us Pe Yahin Shor Hai Phir Nauhagari Ka
جس سر کو غرور آج ہے یاں تاجوری کا
کل اس پہ یہیں شور ہے پھر نوحہ گری کا
जिस सर को ग़ुरूर आज है याँ ताज-वरी का
कल उस पे यहीं शोर है फिर नौहागरी का
Mai Aur Sad-Hazar Nava-e-Jigar-Kharash
Mai Aur Sad-Hazar Nava-e-Jigar-Kharash
Tu Aur Ek Wo Na-Shunidan Ki Kya Kahun
میں اور صد ہزار نواۓ جگر خراش
تو اور ایک وہ نا شنیدن کہ کیا کہوں
मैं और सद-हज़ार नवा-ए-जिगर-ख़राश
तू और एक वो ना-शुनीदन कि क्या कहूँ
Yaaron Ki Mehfil Aese Jamai Jaati Hai Kholne
Yaaron Ki Mehfil Aese Jamai Jaati Hai
Kholne Se Pehle Bottle Hilayi Jaati Hai,
Phir Tute Dil Walon Ko Awaaz Lagayi Jaati Hai
Ke Aao Yahan Dard e Dil Ki Dawa Pilayi Jaati Hai
Meri Chahat Hai Woh Meri Anaa Bhi Hai
Meri Chahat Hai Woh Meri Anaa Bhi Hai
Meri Khamosh Lehjon Ki Woh Aik Sada Bhi Hai,
Rehta Hai Subha o Sham Woh Mere Wajood Mein
Meri Awaz Mera Lehja Meri Adaa Bhi Hai
Beh Maut Mar Jaate Hain, Be Awaz Rone Wale
/Ghamgeen Poetry/Heart Touching Shayari/Sad Urdu Poetry/Shayari on Life/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/