ada
Tum Yaad Nahi Karte Toh Hum Gila Kyun Karein
Tum Yaad Nahi Karte Toh Hum Gila Kyun Karein,
Khamoshi Bhi Toh Ek Ada Hai Mohabbat Nibhane Ki
Haye Zood Faramosh Ki Woh Khas Adaa
Haye Zood Faramosh Ki Woh Khas Adaa,
Ruthna Jab Bhi Toh Kehna Meri Tasveer Doh
ہائے زود فراموش کی وہ خاص ادا
روٹھنا جب بھی تو کہنا میری تصویر دو
Aaya Kuch Is Adaa Se Ke Palkein Bheego Gaya
Aaya Kuch Is Adaa Se Ke Palkein Bheego Gaya,
Jhonka Tere Khayal Ka Kitna Shadeed Tha
آیا کچھ اس ادا سے کہ پلکیں بھیگو گیا
جھونکا تیرے خیال کا کتنا شدید تھا
Mulaim Hath, Kham e Zulf, Ada e Nain Aur Yaqoot Hont
/Aankhen Shayari/Heart Touching Shayari/Husn Shayari/Romantic Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/
Mulaim Hath, Kham e Zulf, Ada e Nain Aur Yaqoot Hont,
Wallah Katal Baaqi Hai Auzaar Toh Sab Hee Pooray Hain
ملائم ہاتھ ، خمِ زُلف ، ادائے نین اور یاقوت ہونٹ
واللہ قتل باقی ہے اوزار تو سب ہی پورے ہیں
(Khum e Zulf = Curly hair ; Yaqoot = Garnet),(Auzaar = Tools)
Adaa Katil, Bayaa’n Katil, Zuba’n Katil, Nigah Katil
Adaa Katil, Bayaa’n Katil, Zuba’n Katil, Nigah Katil,
Tumhara Silsila Shayad Kisi Katil Se Milta Hai
ادا قاتل، بیاں قاتل، زباں قاتل، نگاہ قاتل
تمہارا سلسلہ شاید کسی قاتل سے ملتا ہے
Yunhee Mausam Ki Adaa Dekh Ke Yaad Aaya Hai
/Bewafa Poetry/Ghamgeen Poetry/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/Yaad Poetry/