fareb
Vo hasīn baiTha tha jab mere qarib
Vo hasīn baiTha tha jab mere qarib
Lazzat-e-hamsaegī thi main na tha
وہ حسیں بیٹھا تھا جب میرے قریب
لذت ہمسائیگی تھی میں نہ تھا
वो हसीं बैठा था जब मेरे क़रीब
लज़्ज़त-ए-हमसायगी थी मैं न था
Har dil-fareb chiiz nazar ka ghubar hai
Har dil-fareb chiiz nazar ka ghubar hai
Ankhen hasin hon to khizin bhi bahar hai
ہر دل فریب چیز نظر کا غبار ہے
آنکھیں حسین ہوں تو خزاں بھی بہار ہے
हर दिल-फ़रेब चीज़ नज़र का ग़ुबार है
आँखें हसीन हों तो ख़िज़ाँ भी बहार है
Duniya ne teri yaad se begana kar diya
Duniya ne teri yaad se begana kar diya
Tujh se bhi dil-fareb hain gham rozgar ke
دنیا نے تیری یاد سے بیگانہ کر دیا
تجھ سے بھی دل فریب ہیں غم روزگار کے
दुनिया ने तेरी याद से बेगाना कर दिया
तुझ से भी दिल-फ़रेब हैं ग़म रोज़गार के
Husn Tha Tera Bahut Alam-Fareb
Husn Tha Tera Bahut Alam-Fareb
Khat K Aane Par Bhi Ik Aalam Raha
حسن تھا تیرا بہت عالم فریب
خط کے آنے پر بھی اک عالم رہا
Aankhon Ka Hai Fareb Ya Aks e Jamaal Hai
Aankhon Ka Hai Fareb Ya Aks e Jamaal Hai,
Aati Hai Kyun Nazar Teri Surat Jagah Jagah
Aadmi Jaan Ke Khaata Hai Mohabbat Mein Fareb
Aadmi Jaan Ke Khaata Hai Mohabbat Mein Fareb,
Khud Farebi Hee Mohabbat Ka Sila Ho Jaise
Mohabbaton Ke Asaas Lehje, Haqeeqaton Ke Akas Lehje
Mohabbaton Ke Asaas Lehje, Haqeeqaton Ke Akas Lehje
Ae Binte Hawa Sambhal Ke Rehna Fareb Hain Yeh Meethas Lehje
Meaning: Asaas, Lehja, Akas, Binte Hawa, Fareb