/September 26, 2022/Ek safeena hai teri yaad aagar /Two Line Shayari/ Ek safeena hai teri yaad aagar Ek samundar hai meri tanhai اک سفینہ ہے تری یاد اگر اک سمندر ہے مری تنہائی Tags: samundar,tanha,yaad
/September 26, 2022/Kon kehta hai ke mout aai tu mae jaon ga /Urdu Love Poetry/ Kon kehta hai ke mout aai tu mae jaon ga Mein tu dariya hoon samaundar mein utar jaon ga کون کہتا ہے کہ موت آئی تو مر جاؤں گا میں تو دریا ہوں سمندر میں اتر جاؤں گا Tags: dariya,samundar
/July 6, 2022/Na jany kitny dard dekhy hai /Sana Ahmed Poetry/Two Line Shayari/ Na jany kitny dard dekhy hai Samundaron mein ashk dekhy hai نہ جانے کتنے درد دیکھے ہیں سمندروں میں اشک دیکھے ہیں Tags: ashk,dard,samundar
/July 6, 2022/Qatra Qatra lehjy mein udaasi ghol deta ha /Sana Ahmed Poetry/Two Line Shayari/ Qatra Qatra lehjy mein udaasi ghol deta hai Wo aksar meri ankhon ke samundar khol deta hai قطرہ قطرہ لہجے میں اداسی گھول دیتا ہے وہ اکثر میری آنکھوں کے سمندر کھول دیتا ہے Tags: aankhen,samundar,udas
/June 29, 2022/tamam naḳhuda sahil se duur ho jaaen /Tehzeeb Hafi Poetry/Two Line Shayari/ tamam naḳhuda sahil se duur ho jaaen samundaron se akele men baat karni hai تمام ناخدا ساحل سے دور ہو جائیں سمندروں سے اکیلے میں بات کرنی ہے Tags: baatein,sahil,samundar
/January 11, 2022/Yuun bhi ik baar to hota ki samundar bahta /Gulzar Shayari/Two Line Shayari/ Yuun bhi ik baar to hota ki samundar bahta Koi ehsas to dariya ki ana ka hota وں بھی اک بار تو ہوتا کہ سمندر بہتا کوئی احساس تو دریا کی انا کا ہوتا यूँ भी इक बार तो होता कि समुंदर बहता कोई एहसास तो दरिया की अना का होता Tags: dariya,ehsas,Gulzar Shayari,samundar
/October 24, 2019/Azal Se Qaaim Hain Donon Apni Zidon /Dard Shayari/Mohsin Naqvi Poetry/Tanha Shayari/ Azal Se Qaim Hain Donon Apni Zidon Pe ‘Mohsin’ Chalega Pani Magar Kinara Nahi Chalega ازل سے قائم ہیں دونوں اپنی ضدوں پہ محسنؔ چلے گا پانی مگر کنارہ نہیں چلے گا अज़ल से क़ाएम हैं दोनों अपनी ज़िदों पे ‘मोहसिन’ चलेगा पानी मगर किनारा नहीं चलेगा Tags: akela,kinara,mohsin naqvi,narazgi,pani,samundar,tanha,zid
/October 22, 2019/Kon Kehta Hai K Maut Aayegi Aur Main /Heart Touching Shayari/Khamoshi Shayari/Wasi Shah Poetry/ Kon Kehta Hai K Maut Aayegi Aur Main Mar Jaoonga Main To Dariya Hoon Samandar Main Uttr Jaoonga کون کہتا ہے کے موت آے گی اور میں مر جاوّں گا میں تو دریا ہوں سمندر میں اُتّر جاوّں گا Tags: chup,dariya,khamoshi,maut,sad,samundar,wasi shah,zindagi
/October 18, 2019/Samundar Mai Utarta Hun Tou Ankhen /Aankhen Shayari/Aansu Shayari/Wasi Shah Poetry/ Samundar Mai Utarta Hun Tou Ankhen Bheeg Jaati Hain Teri Ankhon Ko Parhta Hun Tou Ankhen Bheeg Jaati Hain سمندر میں اترتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں تری آنکھوں کو پڑھتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں Tags: aankhen,aansu,judai,rona,samundar,tanha,wasi shah,yaad
/April 24, 2019/Hai Mushtamil Numud-e-Suwar Par /Mirza Ghalib Shayari/ Hai Mushtamil Numud-e-Suwar Par Wajood-e-Bahar Yaan Kya Dhara Hai Qatraa O Mauj-o-Habab Mai ہے مشتمل نمود صور پر وجود بحر یاں کیا دھرا ہے قطرہ و موج و حباب میں है मुश्तमिल नुमूद-ए-सुवर पर वजूद-ए-बहर याँ क्या धरा है क़तरा ओ मौज-ओ-हबाब में Tags: ghalib,Katra Shayari,Lehar,mirza,samundar,wajood