kinara
Be ja khuwahishon se kinara kashi kar ke
Be ja khuwahishon se kinara kashi kar ke
Phir yun hua ke mein ne lafzon se dosti karli
بے جا خواہشوں سے کنارہ کشی کر کے
پھر یوں ہوا کہ میں نے لفظوں سے دوستی کر لی
Apni masti mei behta dariya hoon
Apni masti mei behta dariya hoon
Mein kinara bhi hoon bhanvar bhi hoon
اپنی مستی میں بہتا دریا ہوں
میں کنارہ بھی ہوں بھنور بھی ہوں
Azal Se Qaaim Hain Donon Apni Zidon
Azal Se Qaim Hain Donon Apni Zidon Pe ‘Mohsin’
Chalega Pani Magar Kinara Nahi Chalega
ازل سے قائم ہیں دونوں اپنی ضدوں پہ محسنؔ
چلے گا پانی مگر کنارہ نہیں چلے گا
अज़ल से क़ाएम हैं दोनों अपनी ज़िदों पे ‘मोहसिन’
चलेगा पानी मगर किनारा नहीं चलेगा
Mujh Ko Paana Hai Toh Phir Mujhe Mein Utar Kar Dekho
Mujh Ko Paana Hai Toh Phir Mujhe Mein Utar Kar Dekho,
Yun Kinare Se Samundar Nahi Dekha Jaata
مجھ کو پانا ہے تو پھر مجھ میں اُتر کر دیکھو
یُوں کنارے سے سمندر نہیں دیکھا جاتا
رضی اختر شوق
Yeh Ishq Ki Manzil Hai Kadam Soch Ke Rakhna
Yeh Ishq Ki Manzil Hai Kadam Soch Ke Rakhna,
Dariya e Mohabbat Ke Kinare Nahi Hote
Tujhse Ishq Karlia Ab Khasara Kaisa
/Heart Touching Shayari/Ishq Poetry/Urdu Poetry Images/Urdu Poetry Sms/Urdu Shayari Mohabbat/Whatsapp Status in Urdu/