
aks
Dashna-e-Ghamza Jan-Sitan Nawak
Dashna-e-Ghamza Jan-Sitan Nawak-e-Naz Be-Panah
Tera Hi Aks-e-Rukh Sahi Samne Tere Aaye Kyun
دشنۂ غمزہ جاں ستاں ناوک ناز بے پناہ
تیرا ہی عکس رخ سہی سامنے تیرے آئے کیوں
दश्ना-ए-ग़म्ज़ा जाँ-सिताँ नावक-ए-नाज़ बे-पनाह
तेरा ही अक्स-ए-रुख़ सही सामने तेरे आए क्यूँ
Dekh Kar Tujhe Dukh Mein Yun Ehsas

Dekh Kar Tujhe Dukh Mein Yun Ehsas Hota Hai,
Jaise Aaine Mein Khara Mera Aks Udas Hota Hai
Aankhon Ka Hai Fareb Ya Aks e Jamaal Hai
Aankhon Ka Hai Fareb Ya Aks e Jamaal Hai,
Aati Hai Kyun Nazar Teri Surat Jagah Jagah
Chala Aata Hai Tera Aks Khayalon Mein Mere
Chala Aata Hai Tera Aks Khayalon Mein Mere,
Tujhko Na Sahee Teri Rooh Ko Mohabbat Hai Mujhse
Ab Toh Ussey Milna Aur Bhi Zaruri Ho Gaya Hai

Ab Toh Ussey Milna Aur Bhi Zaruri Ho Gaya Hai,
Suna Hai Ke Uski Aankhon Mein Mera Aks Nazar Aata Hai
اب تو اُس سے ملنا اور بھی ضروری ہوگیا ہے
سنا ہے کہ اُس کی آنکھوں میں میرا عکس نظر آتا ہے
Mere Zouq Mein Rehta Hai Tera Aks Ayaa’n

Mere Zouq Mein Rehta Hai Tera Aks Ayaa’n,
Tera Hona Mere Hone Ki Alamat Ho Jaise
Kabhi Gumshuda Kabhi Rubaru Kabhi Aaina

Kabhi Gumshuda Kabhi Rubaru Kabhi Aaina Kabhi Aks Toh,
Mere Humnawa Meri Khwahishein Meri Sohbatein Tere Naam Hain
Aaina Dekh K Woh Aks Se Farmaate Hain

Aaina Dekh K Woh Aks Se Farmaate Hain,
Tum Bhi Ab Aankh Larane Lage Dekha Dekhi
Jis Taraf Dekho Tera Hee Aks Muyassar Hai Aankhon Ko
