/June 22, 2019/Jo Tujh Bin Na Jeene Kon Kahte The Hum /Mir Taqi Mir Poetry/ Jo Tujh Bin Na Jeene Kon Kahte The Hum So Is Ahd Ko Ab Wafa Kar Chale جو تجھ بن نہ جینے کو کہتے تھے ہم سو اس عہد کو اب وفا کر چلے जो तुझ बिन न जीने को कहते थे हम सो इस अहद को अब वफ़ा कर चले Tags: jeena,meer taqi meer,sad,wada,wafa,zinda
/May 19, 2019/Ye Na Thi Humari Kismat Ki Wisal-e /Mirza Ghalib Shayari/ Ye Na Thi Humari Kismat Ki Wisal-e-Yaar Hota Agar Aur Jeete Rahte Yahi Intezar Hota یہ نہ تھی ہماری قسمت کہ وصال یار ہوتا اگر اور جیتے رہتے یہی انتظار ہوتا ये न थी हमारी क़िस्मत कि विसाल-ए-यार होता अगर और जीते रहते यही इंतिज़ार होता Tags: ghalib,intezar,jeena,kismat,mirza,mulaqat,yaar
/May 4, 2019/Mohabbat Mai Nahi Hai Farq Jitne Aur /Mirza Ghalib Shayari/ Mohabbat Mai Nahi Hai Farq Jeene Aur Marne Ka Usi Ko Dekh Kar Jeete Hain jis Kafir Pe Dam Nikle محبت میں نہیں ہے فرق جینے اور مرنے کا اسی کو دیکھ کر جیتے ہیں جس کافر پہ دم نکلے मोहब्बत में नहीं है फ़र्क़ जीने और मरने का उसी को देख कर जीते हैं जिस काफ़िर पे दम निकले Tags: dekhna,ghalib,jeena,kafir,maut,mirza,mohabbat,saans,zindagi
/May 1, 2019/Kam Nahi Jalwagari Mai Tere Kuche Se /Mirza Ghalib Shayari/ Kam Nahi Jalwagari Mai Tere Kuche Se Bahisht Yahi Naqsha Hai Wale Is Qadar Abad Nahi کم نہیں جلوہ گری میں ترے کوچے سے بہشت یہی نقشہ ہے ولے اس قدر آباد نہیں कम नहीं जल्वागरी में तिरे कूचे से बहिश्त यही नक़्शा है वले इस क़दर आबाद नहीं Tags: ghalib,hunar,ikrar,izhaar,jannat,jeena,mirza,zindagi
/May 1, 2019/Kahte Hain Jeete Hain Umeed Pe Log /Mirza Ghalib Shayari/ Kahte Hain Jeete Hain Umeed Pe Log Hum Ko Jeene Ki Bhi Umeed Nahi کہتے ہیں جیتے ہیں امید پہ لوگ ہم کو جینے کی بھی امید نہیں कहते हैं जीते हैं उम्मेद पे लोग हम को जीने की भी उम्मेद नहीं Tags: duniya,ghalib,jeena,log,maut,mirza,umeed,wafat,zinda,zindagi
/April 25, 2019/Hawas Ko Hai Nashat-e-Kar Kya Kya /Mirza Ghalib Shayari/ Hawas Ko Hai Nashat-e-Kar Kya Kya Na Ho Marna To Jeene Ka Maza Kya ہوس کو ہے نشاط کار کیا کیا نہ ہو مرنا تو جینے کا مزا کیا हवस को है नशात-ए-कार क्या क्या न हो मरना तो जीने का मज़ा क्या Tags: ghalib,hawas,jeena,khush,maut,mirza,zinda
/April 9, 2019/Aah Ko Chahiye Ik Umer Asar Hote Tak /Mirza Ghalib Shayari/ Aah Ko Chahiye Ik Umar Asar Hote Tak kaun Jeeta Hai Teri Zulf Ke Sar Hote Tak آہ کو چاہیے اک عمر اثر ہوتے تک کون جیتا ہے تری زلف کے سر ہوتے تک आह को चाहिए इक उम्र असर होते तक कौन जीता है तिरी ज़ुल्फ़ के सर होते तक Tags: ghalib,intezar,jeena,mirza,umar,zulf
/January 27, 2019/Maar Hee Dale Jo Be-Maut Yeh Duniya /Attitude Shayari/ Maar Hi Dale Jo Be-Maut Yeh Duniya Wale,Hum Jo Zinda Hain Toh Jeene Ka Hunar Rakhte Hain.मार ही डाले जो बे मौत ये दुनिया वाले,हम जो जिन्दा हैं तो जीने का हुनर रखते है। مار ہی ڈالے جو بے موت یہ دُنیا والےہم جو زندہ ہیں تو جینے کا ہُنر رکھتے ہیں Tags: attitude,Attitude Status in Hindi,duniya,hunar,jeena,maut,zinda
/April 7, 2018/Ab Ke Woh Dard De Ke Main Roun Tamam Umar /Aansu Shayari/Dard Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/ Ab Ke Woh Dard De Ke Main Roun Tamam Umar, Ab Ke Woh Laga Zakham Ke Jeena Mahaal Ho Tags: aansu,ansoo,dard,images,jeena,poetry,rona,two line,umar,urdu,zakham
/April 7, 2018/Iss Dard e Dil Ka Humein Pata Na Tha /Aankhen Shayari/Aansu Shayari/Dard Shayari/Dil Shayari/ Iss Dard e Dil Ka Humein Pata Na Tha Aayeinge Aansu Aankhon Mein Yeh Pata Na Tha, Woh Toh Chale Gaye Bhool Ke Hum Ko Hum Uske Bin Jee Na Payeinge Yeh Pata Na Tha Tags: aankhen,aansu,ansoo,bhool,dard,dil,four line shayari,jeena