
sajda
Ye Kis Ne Hum Se Lahoo Ka Khiraj Phir

Ye Kis Ne Hum Se Lahoo Ka Khiraj Phir Manga
Abhi To Soye The Maktal Ko Surkh-ru Kar Ke
یہ کس نے ہم سے لہو کا خراج پھر مانگا
ابھی تو سوئے تھے مقتل کو سرخ رو کر کے
ये किस ने हम से लहू का ख़िराज फिर माँगा
अभी तो सोए थे मक़्तल को सुर्ख़-रू कर के
Wo Bohat Rakhta Hai Chahat Ki Namazon

Wo Bohat Rakhta Hai Chahat Ki Namazon Ka Hisab
Wo To Ik Sajda Na Bakhshy Jo Qaza Hu Jai
وہ بہت رکھتا چاہت کی نمازوں کا حساب
وہ تو ایک سجدہ نہ بخشے جو قضا ہو جاے
Dil Se Shauq-e-Rukh-e-Niku Na Gaya

Dil Se Shauq-e-Rukh-e-Niku Na Gaya
Jhankna-Takna Kabhi Na Gaya
دل سے شوق رخ نکو نہ گیا
جھانکنا تاکنا کبھو نہ گیا
दिल से शौक़-ए-रुख़-ए-निकू न गया
झाँकना-ताकना कभू न गया
Kaaba Kis Munh Se Jaoge ‘Ghalib’
Kaaba Kis Munh Se Jaoge ‘Ghalib’
Sharam Tum Ko Magar Nahi Ati
کعبہ کس منہ سے جاوگے غالبؔ
شرم تم کو مگر نہیں آتی
काबा किस मुँह से जाओगे ‘ग़ालिब’
शर्म तुम को मगर नहीं आती
Janta Hun Savab-e-Taat-o-Zohd

Janta Hun Savab-e-Taat-o-zohd
Per Tabiyat Idhar Nahi AAti
جانتا ہوں ثواب طاعت و زہد
پر طبیعت ادھر نہیں آتی
जानता हूँ सवाब-ए-ताअत-ओ-ज़ोहद
पर तबीअत इधर नहीं आती
Kahin Ishq Sajde Mein Gir Gaya, Kahin

Kahin Ishq Sajde Mein Gir Gaya,
Kahin Ishq Sajde Se Pher Gaya
کہیں عشق سجدے میں گر گیا
کہیں عشق سجدے سے پهر گیا
Shaitan Ko Hukam Kar Sajda Insan Ko

Shaitan Ko Hukam Kar Sajda Insaan Ko
Woh Na Farmani Kar Gaya,
Insaan Ko De Kar Tauba Ki Taufeeq
Khuda Mehrbani Kar Gaya
شیطان کو حکم کر سجدہ انسان کو
وہ نا فرمانی کر گیا
انسان کو دے کر توبہ کی توفیق
خدا مہربانی کر گیا
Qabool e Jurm Karte Hain Sajde Mein
Qabool e Jurm Karte Hain Sajde Mein Gir Kar,
Sazaye Maut Manzoor Hai Per Mohabbat Ab Nahi
Jin Aankhon Ko Sajdon Mein Rone Ki Aadat Ho
