lahoo
Shakh-e-Uriyan Par Khila Ik Phool Is
Shakh-e-Uriyan Par Khila Ik Phool Is Andaz Se
Jis Tarah Taaza Lahoo Chamke Nayi Talwar Par
شاخ عریاں پر کھلا اک پھول اس انداز سے
جس طرح تازہ لہو چمکے نئی تلوار پر
शाख़-ए-उरियाँ पर खिला इक फूल इस अंदाज़ से
जिस तरह ताज़ा लहू चमके नई तलवार पर
Ye Kis Ne Hum Se Lahoo Ka Khiraj Phir
Ye Kis Ne Hum Se Lahoo Ka Khiraj Phir Manga
Abhi To Soye The Maktal Ko Surkh-ru Kar Ke
یہ کس نے ہم سے لہو کا خراج پھر مانگا
ابھی تو سوئے تھے مقتل کو سرخ رو کر کے
ये किस ने हम से लहू का ख़िराज फिर माँगा
अभी तो सोए थे मक़्तल को सुर्ख़-रू कर के
Mujhe Kaanta Chube Aur Teri Aankhon Se Lahoo Tapke
Mujhe Kaanta Chube Aur Teri Aankhon Se Lahoo Tapke,
Taluq Ho Toh Aesa Ho, Mohabbat Ho Toh Aesi Ho
Toot Jaye Jo Bharam Dil Ka Toh Phir Aankhon Se
Toot Jaye Jo Bharam Dil Ka Toh Phir Aankhon Se,
Boondein Chehre Pe Lahoo Ki Bhi Bikherti Hain Kabhi
ٹوٹ جائے جو بھرم دل کا تو پھر آنکھوں سے
بوندیں چہرے پہ لہو کی بھی بکھرتی ہیں کبھی
Lahoo = Blood; Bikher = Straggle;