
maafi
Be-khudi mein le liya bosa khata kiije muaaf

Be-khudi mea le liya bosa khata kiije muaaf
Ye dil-e-betab kī saari khata thi main na tha
بے خودی میں لے لیا بوسہ خطا کیجے معاف
یہ دل بیتاب کی ساری خطا تھی میں نہ تھا
बे-ख़ुदी में ले लिया बोसा ख़ता कीजे मुआफ़
ये दिल-ए-बेताब की सारी ख़ता थी मैं न था
Wo Bohat Rakhta Hai Chahat Ki Namazon

Wo Bohat Rakhta Hai Chahat Ki Namazon Ka Hisab
Wo To Ik Sajda Na Bakhshy Jo Qaza Hu Jai
وہ بہت رکھتا چاہت کی نمازوں کا حساب
وہ تو ایک سجدہ نہ بخشے جو قضا ہو جاے
Ghalati Toh Ho Gayi Hai, Ab Kya
Ghalati Toh Ho Gayi Hai,
Ab Kya Maar Daaloge?
Maaf Bhi Kar Do Ae Sanam,
Yeh Ghalatfhaime Kab Tak Paaloge?
गलती तो हो गयी है,
अब क्या मार डालोगे?
माफ़ भी कर दो ऐ सनम,
ये गलफहमी कब तक पालोगे?
غلطی تو ہوگئی ہے
اب کیا مار ڈالو گے
معاف بھی کردو اے صنم
یہ غلط فہمی کب تک پالو گے
Iss Kadar Mere Pyaar Ka Imtehaan Na

Iss Kadar Mere Pyar Ka Imtihan Na Lijiye,
Khafa Ho Kyu Mujhse Yeh Bataa To Dijiye,
Maaf Kar Do Gar Ho Gayi Ho Humse Koi Khata,
Par Yaad Na Karke Humein Saza To Na Dijiye.
इस कदर मेरे प्यार का इम्तहान न लीजिये,
खफा हो क्यों मुझसे ये बता तो दीजिये,
माफ़ कर दो गर हो गई हो हमसे कोई खता,
पर याद न करके हमे सजा तो न दीजिये।
اِس قدر میرے پیار کا اِمتحان نہ لیجیے
خفا ہو کیوں مجھسے یہ بتا تو دیجیے
معاف کر دو گر ہوگئی ہو ہم سے کوئی خطا
پر یاد نہ کرکے ہمیں سزا تو نہ دیجیے
Ho Gayi Hai Bhool To Dil Se Maaf Kar Dena

Ho Gayi Hai Bhool To Dil Se Maaf Kar Dena,
Suna Hai Sone Ke Baad Har Kisi Ki Subha Nahi Hoti.
हो गई हो भूल तो दिल से माफ कर देना,
सुना है सोने के बाद हर किसी की सुबह नही होती।
ہوگئی ہے بھول تو دل سے معاف کر دینا
سُنا ہے سونے کے بعد ہر کسی کی صبح نہیں ہوتی
Ishq Ki Nagri Mein Maafi Nahi Kisi Ko Bhi
Ishq Ki Nagri Mein Maafi Nahi Kisi Ko Bhi,
Ishq Umar Nahi Dekhta Bus Ujaar Deta Hai
Maine Dil Ke Darwaze Pe Likha Ander Aana Mana Hai
Maine Dil Ke Darwaze Pe Likha Ander Aana Mana Hai,
Ishq Muskruta Hua Bola Maaf Karna Main Andha Hun
Zara Si Baat Nahi Hai Ke Bhool Jaun Ussey
Zara Si Baat Nahi Hai Ke Bhool Jaun Ussey,
Hua Hai Ishq Kabira Khuda Maafh Kare
Jaa Raha Hai Yeh Saal Bhi Yaadon Ka Nazraana De Kar

