
haseen
Dil Mai Zauq-e-Wasl o Yad-e-Yar Tak
Dil Mai Zauq-e-Wasl o Yad-e-Yar Tak Baaqi Nahi
Aag Is Ghar Mai Lagi Aisi Ki Jo Tha Jal Gaya
دل میں ذوق وصل و یاد یار تک باقی نہیں
آگ اس گھر میں لگی ایسی کہ جو تھا جل گیا
दिल में ज़ौक़-ए-वस्ल ओ याद-ए-यार तक बाक़ी नहीं
आग इस घर में लगी ऐसी कि जो था जल गया
Roshan Sheher Se Mutasir Na Kar, Main

Roshan Sheher Se Mutasir Na Kar,
Main Hasee’n Veerane Mein Hun
Haqeeqat Pe Meri Nazar Na Kar,
Main Kitaabi Afsane Mein Hun
،روشن شہر سے متاثر نہ کر
میں حسیں ویرانے میں ہوں
،حقیقت پہ میری نظر نہ کر
میں کتابی افسانے میں ہوں
Uss Jaisa Koi Masoom Kahan Hoga, Uss

Uss Jaisa Koi Masoom Kahan Hoga,
Uss Jaisa Koi Haseen Bhi Kahan Hoga
اس جیسا کوئی معصوم کہاں ہوگا
اس جیسا کوئی حسین بھی کہاں ہوگا
Huye Jawaan Toh Marne Lage Haseeno Per
Huye Jawaan Toh Marne Lage Haseeno Per,
Humein Maut Hee Aayi Shabab Ke Badle
Itna Sangeen Nahi Jurm e Ishq Magar
Itna Sangeen Nahi Jurm e Ishq Magar
Sazayein Ishq Itni Sangeen Kyun Hai,
Mujhko Deewanagi Ka Na Ilzam Doh
Pooch Mere Yaar Se Itna Haseen Kyun Hai
Haseeno Ne Haseen Ban Kar Gunaah Kia
Haseeno Ne Haseen Ban Kar Gunaah Kia
Auron Ko Toh Kya Hum Ko Bhi Tabah Kia,
Paish Kia Jab Shayari Mein Humne Unki Bewafai Ko
Auron Ne Toh Kya Unhon Ne Bhi Wah Wah Kia
Bikhraa Wajood, Tutey Khawab, Sulagti Tanhaiyan
Bikhraa Wajood, Tutey Khawab, Sulagti Tanhaiyan,
Kitne Haseen Tohfay De Jaati Hai Yeh Mohabbat
Husn Ka Kya Kaam , Sachi Mohabbat Mein
/Aankhen Shayari/Heart Touching Shayari/Husn Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/Urdu Shayari Mohabbat/
