Kabhi Un Mad-bharii Ankhon Se Piya Tha Ik Jaam

/Dard Shayari/Dil Shayari/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Kabhi Un Mad-bhari Ankhon Se Piya Tha Ik Jaam
Aaj Tak Hosh Nahin Hosh Nahin Hosh Nahin

کبھی ان مد بھری آنکھوں سے پیا تھا اک جام

آج تک ہوش نہیں ہوش نہیں ہوش نہیں

कभी उन मद-भरी आँखों से पिया था इक जाम

आज तक होश नहीं होश नहीं होश नहीं

Ik saal gaya ik saal naya hai aane ko

/Two Line Shayari/

Ik saal gaya ik saal naya hai aane ko
Par vaqt ka ab bhi hosh nahin divane ko

اک سال گیا اک سال نیا ہے آنے کو

پر وقت کا اب بھی ہوش نہیں دیوانے کو

इक साल गया इक साल नया है आने को

पर वक़्त का अब भी होश नहीं दीवाने को

Ye alag baat hai saaqi ki mujhe hosh nahin

/Abdul Hameed Adam/

Ye alag baat hai saaqi ki mujhe hosh nahin
Hosh itna hai ki main tujh se faramosh nahin

یہ الگ بات ہے ساقی کہ مجھے ہوش نہیں

ہوش اتنا ہے کہ میں تجھ سے فراموش نہیں

ये अलग बात है साक़ी कि मुझे होश नहीं

होश इतना है कि मैं तुझ से फ़रामोश नहीं

Saaqi zara nigah mila kar to dekhna

/Aankhen Shayari/Abdul Hameed Adam/Husn Shayari/Two Line Shayari/

Saaqi zara nigah mila kar to dekhna
Kambakht hosh mein to nahin aa gaya hun main

ساقی ذرا نگاہ ملا کر تو دیکھنا

کمبخت ہوش میں تو نہیں آ گیا ہوں میں

साक़ी ज़रा निगाह मिला कर तो देखना

कम्बख़्त होश में तो नहीं गया हूँ मैं

Na Tumhain Hosh Rahe Aur Na Muje

/Chahat Shayari/Dil Shayari/Ishq Poetry/Romantic Urdu Poetry/Wasi Shah Poetry/

Na Tumhain Hosh Rahe Aur Na Muje Hosh Rahe
Is Qadar Toot K Chaho Muje Pagal Kar Do

نہ تمہیں ہوش رہے اور نہ مجھے ہوش رہے

اس قدر ٹوٹ کے چاہو مجھے پاگل کر دو

तुम्हें होश रहे और मुझे होश रहे

इस क़दर टूट के चाहो मुझे पागल कर दो

Hum Ne Mohabbaton Ke Nashe Mein Ussey

/Bewafa Poetry/Ghamgeen Poetry/Heart Touching Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/Urdu Shayari Mohabbat/

Hum Ne Mohabbaton Ke Nashe Mein Ussey Khuda Bana Daala,

Hosh Tab Aaya Jab Usne Kaha Ke Khuda Kisi Aik Ka Nahi Hota

ہم نے محبتوں کے نشے میں اُسے خدا بنا ڈالا
ہوش تب آیا جب اُس نے کہا کہ خدا کسی ایک کا نہیں ہوتا

  • By: