poetry
Jo Muyasir Ho Teri Deed Roz Khawabon Mein
Jo Muyasir Ho Teri Deed Roz Khawabon Mein,
Ba Khuda Neend Ko Main Apna Sahara Kar Lu
جو میسر ہو تیری دید روز خوابوں میں
با خدا نیند کو میں اپنا سہارا کرلوں
Nahi Haruf Ka Taaluq Kabhi Bhi Shairon Se
Nahi Haruf Ka Taluq Kabhi Bhi Shairon Se,
Yeh Khayalat e Musalsal Ka Naama Thehra Hai
نہیں حروف کا تعلق کوئی بھی شعروں سے
یہ خیالاتِ مسلسل کا نامہ ٹھہرا ہے
Mar Ke Toh Mati Ne Mati Se Hee Mil Jaana Hai
Mar Ke Toh Mati Ne Mati Se Hee Mil Jaana Hai,
Kyun Na Hum Do Mati Aik Dusre Per Mit Jayein
مر کے تو مٹی نے مٹی سے ہی مل جانا ہے
کیوں نہ ہم دو مٹی ایک دوسرے پر مٹ جاہیں
Rangeen Duniya Ke Rangeen Logon Mein Naam
Rangeen Duniya Ke Rangeen Logon Mein, Naam Na Likh Mera
Tauba Karlunga, Marne Se Pehle Anjam Na Likh Mera
رنگین دنیا کہ رنگین لوگوں میں ،نام نہ لکھ میرا
توبہ کر لونگا، مرنے سے پہلے انجام نہ لکھ میرا
Logon Se Milta Tha Gham, Main Seh Na Saka
/Ghamgeen Poetry/Inspirational Shayari/Sad Urdu Poetry/Shayari on Life/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/