
parwah
Ashiqon Ki Khastagi Bad-Hali Ki Parwah
Ashiqon Ki Khastagi Bad-Hali Ki Parwah Nahi
Ai Sarapa Naaz Tu Ne Be-Niyazi Khub Ki
عاشقوں کی خستگی بد حالی کی پروا نہیں
اے سراپا ناز تو نے بے نیازی خوب کی
आशिक़ों की ख़स्तगी बद-हाली की पर्वा नहीं
ऐ सरापा नाज़ तू ने बे-नियाज़ी ख़ूब की
Anjaam Ki Parwaah Hoti Toh, Hum

Anjam Ki Parwaah Hoti Toh,
Hum Mohabbat Karna Chhor Dete,
Mohabbat Mein Toh Zid Hoti Hai,
Aur Zid Ke Bare Pakke Hain Hum.
अंजाम की परवाह होती तो,
हम मोहब्बत करना छोड़ देते,
मोहब्बत में तो जिद्द होती है,
और जिद्द के बड़े पक्के हैं हम।
انجام کی پرواہ ہوتی تو
ہم محبت کرنا چھور دیتے
محبت میں تو ضد ہوتی ہے
اور ضد کہ بڑے پکے ہیں ہم
Ek Tamanna Hai Faqt Mujh Pe Meherbaan Raho
Ek Tamanna Hai Faqt Mujh Pe Meherban Raho
Tum Kisi Aur Ko Dekho Toh Bura Lagta Hai
Meri Chahat Ka Taqaza Hai Mere Sath Raho
Ghair Ka Hath Jo Thamo Toh Bura Lagta Hai
Arzoo Hai Tere Har Roop Ko Har Pal Dekhun
Tum Mere Paas Se Utho Toh Bura Lagta Hai
Roz o Shab Aaj Bhi Parwah Hai Tumhari Mujh Ko
Tum Kisi Aur Ko Socho Toh Bura Lagta Hai
Rooh Meri Tarasti Hai Tumhari Khushbu Ko
Tum Kahin Aur Ja Ke Meheko Toh Bura Lagta Hai
Ghalati Huyi Ke Tujhe Jaan Se Bhi Zyaada
Ghalati Huyi Ke Tujhe Jaan Se Bhi Zyaada Chahne Lage,
Kya Pata Tha Ke Meri Itni Parwah Tujhe Laparwah Karde Gi
Jab Yaar Kare Parwa Meri, Mujhe Kya Parwah
