taras
Mat Tarsa Itna Kisi Ko Apni Mohabbat Ke Liye
Mat Tarsa Itna Kisi Ko Apni Mohabbat Ke Liye,
Kya Pata Teri Mohabbat Paane Ko Jee Raha Ho Koi
Apni Deed Se Mujhe Yun Umar Bhar Tarsaye Ga
Apni Deed Se Mujhe Yun Umar Bhar Tarsaye Ga,
Is Baat Pe Meri Aankhon Ne Khudkushi Karlee
اپنی دید سے مجھے یوں عمر بھر ترسائے گا
اس بات پہ میری آنکھوں نے خودکشی کرلی
Qasid Payam e Shouq Ko Itna Na Kar Taveel
Qasid Payam e Shouq Ko Itna Na Kar Taveel,
Kehna Faqt Yeh Unse Aankhen Taras Gayi Hain
قاصد پیامِ شوق کو اتنا نہ کر طویل
کہنا فقط یہ اُن سے آنکھیں ترس گئی ہیں
Qasid = Pursuivants; Payam = Message; Taveel = Long; Faqat = Only; Taras = Pity