
musafir
Musafir hi musafir har taraf ha

Musafir hi musafir har taraf hai
Magar har shaks tanha ja raha hai
مسافر ہی مسافر ہر طرف ہیں
مگر ہر شخص تنہا جا رہا ہے
Ai adam ke musafiro hoshiyar

Ai adam ke musafiro hoshiyar
Raah men zindagi khadi hogi
اے عدم کے مسافرو ہشیار
راہ میں زندگی کھڑی ہوگی
ऐ अदम के मुसाफ़िरो होशियार
राह में ज़िंदगी खड़ी होगी
Dil Ajab Shaher Ki Jis Par Bhi Khula Dar

Dil Ajab Shaher Ki Jis Par Bhi Khula Dar Is Ka
Wo Musafir Ise Har Samt Se Barbad Kare
دل عجب شہر کہ جس پر بھی کھلا در اس کا
وہ مسافر اسے ہر سمت سے برباد کرے
दिल अजब शहर कि जिस पर भी खुला दर इस का
वो मुसाफ़िर इसे हर सम्त से बर्बाद करे
Andheron Ka Musafir Tha, Roshni Se

Andheron Ka Musafir Tha
Roshni Se Guzarta Kyun,
Gham Uski Manzil Thi
Khushiyon Mein Utarta Kyun
اندھیروں کا مسافر تھا
روشنی سے گزرتا کیوں
غم اُس کی منزل تھی
خوشیوں میں اترتا کیوں
Khawabon Ka Musafir Namazi Na Kafir
Khawabon Ka Musafir Namazi Na Kafir,
Saaiyan Yeh Bata De Kahan Hun Main Aakhir
Chaha Ke Yeh Aasmaan Hamara Hota
Chaha Ke Yeh Aasmaan Hamara Hota
Khwahishon Ka Koi Kinara Hota,
Yeh Soch Kar Na Roka Uss Musafir Ko Hum ne
Dur Jaata Hee Kyun Agar Woh Hamara Hota
Har Manzar Sadaa Nahi Rehta Har Taluq
