aasman
Kai chand thy sar aasman ke chamak chamak ke palat gaye
Kai chand thy sar aasman ke chamak chamak ke palat gaye
Na laho mery hi jigar mein tha na tumhari zulf sayah thi
کئی چاند تھے سر آسماں کہ چمک چمک کے پلٹ گئے
نہ لہو مرے ہی جگر میں تھا نہ تمہاری زلف سیاہ تھی
Pani mein akas aur kisi asman ka hai
Pani mein akas aur kisi asman ka hai
Yeh na kon si hai yeh dariya kahan ka hai
پانی میں عکس اور کسی آسماں کا ہے
یہ ناؤ کون سی ہے یہ دریا کہاں کا ہے
Kabhi khak walon ki batein bhi sun
Kabhi khak walon ki batein bhi sun
Kabhi asmanon se nechy utar
کبھی خاک والوں کی باتیں بھی سن
کبھی آسمانوں سے نیچے اتر
Wo nahi tha tu mein ne gr kia
Wo nahi tha tu mein ne gr kia
Asman par bhi chand hota hai
وہ نہیں تھا تو میں نے غور کیا
آسمان پر بھی چاند ہوتا ہے
Asman aur zameen ki vusat dekh
Asman aur zameen ki vusat dekh
main idhar bhi hun aur udhar bhi hun
آسماں اور زمیں کی وسعت دیکھ
میں ادھر بھی ہوں اور ادھر بھی ہوں
Tu Shahin Hai Parvaz Hai Kaam Tera, Tere Samne
Tu Shahin Hai Parvaz Hai Kaam Tera
Tere Samne Asman Aur Bhi Hain
तू शाहीं है परवाज़ है काम तेरा
तिरे सामने आसमाँ और भी हैं
تو شاہیں ہے پرواز ہے کام تیرا
ترے سامنے آسماں اور بھی ہیں
Rafaqaton Ka Meri Us Ko Dhyan Kitna
Rafaqaton Ka Meri Us Ko Dhyan Kitna Tha
Zameen Le Li Maagar Aasman Chor Gaya
رفاقتوں کا مری اس کو دھیان کتنا تھا
زمین لے لی مگر آسمان چھوڑ گیا
रफ़ाक़तों का मिरी उस को ध्यान कितना था
ज़मीन ले ली मगर आसमान छोड़ गया
Hum Apni Dharti Se Apni Har Samt Khud
Hum Apni Dharti Se Apni Har Samt Khud Talashain
Humari Khatir Koi Sitara Nahi Chalega
ہم اپنی دھرتی سے اپنی ہر سمت خود تلاشیں
ہماری خاطر کوئی ستارہ نہیں چلے گا
हम अपनी धरती से अपनी हर सम्त ख़ुद तलाशें
हमारी ख़ातिर कोई सितारा नहीं चलेगा
Falak Pay Chand Kay Haaly Bhe Sogh