
muddat
Main muddaton jiya hoon kisi dost ke baghair

Main muddaton jiya hoon kisi dost ke baghair
Ab tum bhi saath chhodne ko kah rahe ho ḳhair
میں مدتوں جیا ہوں کسی دوست کے بغیر
اب تم بھی ساتھ چھوڑنے کو کہہ رہے ہو خیر
मैं मुद्दतों जिया हूँ किसी दोस्त के बग़ैर
अब तुम भी साथ छोड़ने को कह रहे हो ख़ैर
Muddat ki judai aur pal pal ka wasaal bhi

Muddat ki judai aur pal pal ka wasaal bhi
Sawaal yeh hai mei isse kesy juda likhon
مدت کی جدائی اور پل پل کا وصال بھی
سوال یہ ہے میں اسے کیسے جدا لکھو
Aaj jin jheelon ka bas kagaz mei naqsha reh gaya

Aaj jin jheelon ka bas kagaz mei naqsha reh gaya
Ek muddat tak mein un ankhon se behta reh gaya
آج جن جھیلوں کا بس کاغذ میں نقشہ رہ گیا
ایک مدت تک میں اُن آنکھوں سے بہتا رہ گیا
Gar Tujh Ko Hai Yaqeen-e-Ijabat Dua Na

Gar Tujh Ko Hai Yaqeen-e-Ijabat Dua Na Maang
Yaani Begair-e-Yak-Dil-e-Be-Mudaa Na Maang
گر تجھ کو ہے یقین اجابت دعا نہ مانگ
یعنی بغیر یک دل بے مدعا نہ مانگ
गर तुझ को है यक़ीन-ए-इजाबत दुआ न माँग
या’नी बग़ैर-ए-यक-दिल-ए-बे-मुद्दआ न माँग
Ustad Ishq Sach Kaha Tu Ne Bahut Nalaiq Hun Main
Ustad Ishq Sach Kaha Tu Ne Bahut Nalaiq Hun Main,
Muddat Se Ek Shaks Ko Apna Banana Nahi Aaya
Aik Muddat Ke Baad Hum Ne Yeh Jaana Ae Khuda
Aik Muddat Ke Baad Hum Ne Yeh Jaana Ae Khuda,
Ek Teri Zaat Se Ishq Sacha, Baaqi Sab Afsaane Hain
Hum Mohabbat Mein Darakhton Ki Tarah Hain
Hum Mohabbat Mein Darakhton Ki Tarah Hain,
Jahan Lag Jayein Muddaton Wahin Khare Rehte Hain
ہم محبتوں میں درختوں کی طرح ہیں
جہاں لگ جائیں مدتوں وہی کھڑے رہتے ہیں
Bus Sun Kar Mera Lehja Woh Samajhta Hai Sab Acha

Bus Sun Kar Mera Lehja Woh Samajhta Hai Sab Acha,
Muddat Huyi Ussne Meri Aankhen Nahi Dekhi’n
بس سن کر میرا لہجہ وہ سمجھتا ہے سب اچھا
مدت ہوئی اس نے میری آنکھیں نہیں دیکھیں
Kuch Yaad Karke Aankh Se Aansu Nikal Pare
