kaam
‘Ghalib’ Tere Ahwal Suna Denge Hum Un
‘Ghalib’ Tere Ahwal Suna Denge Hum Un Ko
Wo Sun Ke Bula Len Ye Ijara Nahi Karte
غالبؔ ترا احوال سنا دیں گے ہم ان کو
وہ سن کے بلا لیں یہ اجارا نہیں کرتے
‘ग़ालिब’ तिरा अहवाल सुना देंगे हम उन को
वो सुन के बुला लें ये इजारा नहीं करते
Bas-Ki Dushwar Hai Har Kam Ka Asan
Bas-Ki Dushwar Hai Har Kam Ka Asan Hona
Aadmi Ko Bhi Mayassar Nahi Insan Hona
بسکہ دشوار ہے ہر کام کا آساں ہونا
آدمی کو بھی میسر نہیں انساں ہونا
बस-कि दुश्वार है हर काम का आसाँ होना
आदमी को भी मयस्सर नहीं इंसाँ होना
Hamara Har Kaam Asaan Hoga, Jis Din
Hamara Har Kaam Asaan Hoga,
Jis Din Ka Pehla Kaam Namaz Hoga
ہمارا ہر کام آسان ہوگا
جس دن کا پہلا کام نماز ہوگا
Kitaabein Ishq Ki Parh Kar Na Samjho Khud Ko Aashiq Tum
Kitaabein Ishq Ki Parh Kar Na Samjho Khud Ko Aashiq Tum,
Yeh Dil Ka Kaam Dil Walon Ko Karne Doh Toh Acha Hai
Lena Parega Ishq Mein Tark e Wafa Se Kaam
Lena Parega Ishq Mein Tark e Wafa Se Kaam,
Parhez Iss Marz Mein Hai Behtar Ilaaj Se
Kaam Aesa Karo Ke Naam Ho Jaye Warna
Kaam Aesa Karo Ke Naam Ho Jaye Warna,
Naam Aesa Karo Ke Naam Lete Hee Kaam Ho Jaye
Na Jaane Kaun C Manzil Pe Ishq Aa Poncha
Na Jaane Kaun C Manzil Pe Ishq Aa Poncha,
Dua Bhi Kaam Na Aaye Koi Dawa Na Lage
Ishq Ne Ghalib Kardia Nikamma Warna Hum Bhi Kaam
Ishq Ne Ghalib Kardia Nikamma,
Warna Hum Bhi Aadmi Thay Kaam Ke
Apna Toh Yeh Kaam Hai Bhai Dil Ka Dard Jalate Rehna
/Dard Shayari/Dil Shayari/Neend Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/