
barsaat
Ankh meri qareeb ki chaat hai

Ankh meri qareeb ki chaat hai
Jjis ki barsat se nahi banti
آنکھ میری غریب کی چھت ہے
جس کی برسات سے نہیں بنتی
Vo ahd-e-javanī vo kharabat ka aalam

Vo ahd-e-javanī vo kharabat ka aalam
Naghmat men Duubi hui barsat ka aalam
وہ عہد جوانی وہ خرابات کا عالم
نغمات میں ڈوبی ہوئی برسات کا عالم
वो अहद-ए-जवानी वो ख़राबात का आलम
नग़्मात में डूबी हुई बरसात का आलम
Ab Bhi Barsaat Ki Ratoon Mai Badan

Ab Bhi Barsaat Ki Ratoon Mai Badan Tutta Hai
Jaag Uthti Hain Ajaab Khawahishain Angrai Ki
اب بھی برسات کی راتوں میں بدن ٹوٹتا ہے
جاگ اٹھتی ہیں عجب خواہشیں انگڑائی کی
अब भी बरसात की रातों में बदन टूटता है
जाग उठती हैं अजब ख़्वाहिशें अंगड़ाई की
Hijr Ka Taara Doob Chala Hai Dhalne

Hijr Ka Taara Doob Chala Hai Dhalne Lagi Hai Raat Wasi
Katra Katra Baras Rahi Hai Ashkon Ki Barsaat Wasi
حجر کا تارا ڈوب چالا ہے ڈھلنے لگی ہے رات وصی
قطرہ قطرہ برس رہی ہے اشکوں کی برسات وصی
Sadiyon Baad Uss Ajnabi Se Mulaqat Huyi
Sadiyon Baad Uss Ajnabi Se Mulaqat Huyi
Aankhon Hee Aankhon Mein Chahat Ki Har Baat Huyi,
Jaate Huye Usne Dekha Mujhe Chahat Bhari Nazaron Se
Meri Bhi Aankhon Se Aansuon Ki Barsaat Huyi
Tapak Parte Hain Aansu Jab Apno Ki Yaad Aati Hai

Tapak Parte Hain Aansu Jab Apno Ki Yaad Aati Hai,
Yeh Woh Barsaat Hai Ke Jiska Koi Mausam Nahi Hota
ٹپک پزتے ہیں آنسو جب اپنوں کی یاد آتی ہے
یہ وہ برسات ہے کہ جس کا کوئی موسم نہیں ہوتا
Hamare Sheher Aa Jao Sada Barsaat Rehti Hai
