talash
Dekhna Taqreer Ki Lazzat K Jo Us Ne
Dekhna Taqreer Ki Lazzat K Jo Us Ne Kaha
Mai Ne Ye Jaana k Goyaa Ye Bhi Mere Dil Mai Hai
دیکھنا تقریر کی لذت کہ جو اس نے کہا
میں نے یہ جانا کہ گویا یہ بھی میرے دل میں ہے
देखना तक़रीर की लज़्ज़त कि जो उस ने कहा
मैं ने ये जाना कि गोया ये भी मेरे दिल में है
Mere Lafzon Se Na Kar Mere Kirdar Ka

Mere Lafzon Se Na Kar Mere Kirdar Ka Faisla,
Tera Wajood Mit Jayega Meri Haqeeqat Dhoondte Dhoondte
मेरे लफ्जों से न कर मेरे किरदार का फ़ैसला,
तेरा वजूद मिट जायेगा मेरी हकीकत ढूंढ़ते ढूंढ़ते।
میرے لفظوں سے نہ کر میرے کردار کا فیصلہ
تیرا وجود مٹ جایٔگا میری حقیقت ڈھونڈتے ڈھونڈتے
Guzarte Lamhon Mein Sadiyan Talash

Guzarte Lamhon Mein Sadiyan Talash Karta Hun,
Pyaas Itni Hai Ke Nadiyan Talash Karta Hun,
Yahan Per Log Ginaate Hain Khoobiyan Apni,
Main Apne Aap Mein Kamiyan Talaash Karta Hun
गुजरते लम्हों में सदियाँ तलाश करता हूँ,
प्यास इतनी है कि नदियाँ तलाश करता हूँ,
यहाँ पर लोग गिनाते है खूबियां अपनी,
मैं अपने आप में कमियाँ तलाश करता हूँ।
گزرتے لمحوں میں صدیاں تلاش کرتا ہوں
پیاس اتنی ہے کہ ندیاں تلاش کرتا ہوں،
یہاں پر لوگ گناتے ہیں خوبیاں اپنی
میں اپنے آپ میں کمیاں تلاش کرتا ہوں
Suna Hai Log Jahan Khoyein Wahin Milte
Suna Hai Log Jahan Khoyein Wahin Milte Hain,
Main Apne Aap Main Tujh Ko Talash Karta Hun
Talash Karke Dekh Lo Meri Mohabbat Ko Apne Dil Mein
Talash Karke Dekh Lo Meri Mohabbat Ko Apne Dil Mein,
Agar Dard Ho Toh Samajh Lena Mohabbat Ab Bhi Baaqi Hai
Kahan Talash Karoge Tum Mujh Jaisa Shaks
Kahan Talash Karoge Tum Mujh Jaisa Shaks,
Jo Tum Se Juda Bhi Rahe Aur Tum Se Mohabbat Bhi Kare
Be’Laus Mohabbat Ke Siwa Kuch Bhi Nahi
Be’Laus Mohabbat Ke Siwa Kuch Bhi Nahi,
Chahey Toh Meri Soch Ki Talashi Le Lo
Suno Main Bhi Talash Mein Hoon Kisi Apne Ki
/Bewafa Poetry/Ghamgeen Poetry/Heart Touching Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/

Suno Main Bhi Talash Mein Hoon Kisi Apne Ki,
Koi Tumsa Ho Lekin Kisi Aur Ka Na Ho
Farz Karo Main Khoo Jaun, Yaqeen Dilaao
