izzat
Tahvar ki zid mei na aayo izzat
Tahvar ki zid mei na aayo izzat
Apna parcham ghum hai so isse uthay rakh
تہوار کی زد میں نا آیو عزت
اپنا پرچم غم ہے سو اسے اٹھائے رکھ
Lotna hai tu lot aao izzat
Lotna hai tu lot aao izzat
Ke ab yeh dil bhatakny ko hai
لوٹنا ہے تو لوٹ آؤ عزت
کہ اب یہ دل بھٹکنے کو ہے
Jo nahi kia jurm wo bhi sar liya izzat
Jo nahi kia jurm wo bhi sar liya izzat
In ke lab shery ruswai bhi naimat hai
جو نہیں کیا جرم وہ بھی سر لیا عزت
ان کے لب شریں سے رسوائی بھی نعمت ہے
Mein auleen ki izzat mein akhreen ka noor
Mein auleen ki izzat mein akhreen ka noor
Wo inteha hoon ke har ibtada ke sath hoon mein
میں اولین کی عزت میں آخرین کا نور
وہ انتہا ہوں کہ ہر ابتدا کے ساتھ ہوں میں
Chadar ki izzat karta hoon aur parde ko manta hoon
Chadar ki izzat karta hoon aur parde ko manta hoon
Har parda parda nahi mein bhi janta hoon
چادر کی عزت کرتا ہوں اور پردے کو مانتا ہوں
ہر پردہ پردہ نہیں ہوتا اتنا میں بھی جانتا ہوں
Ab To Log In Lafzon K Piche Chupa
Ab To Log In Lafzon K Piche Chupa Chehra Dekhna Chahte Hain
Sochta Hun Agar Dekha Dun Tasveer Tumhari
Izzat Na Khatre Mai Par Jaye
اب تو لوگ ان لفظوں کے پیچھے چھپا چہرا دیکھنا چہتے ہیں
سوچھتا ہوں اگر دیکھا دوں تصویر تمہاری
عزت نا خطرے میں پر جاے