
ehtram
Be-Ishq Umar Kat Nahi Sakti Hai Aur
Be-Ishq Umar Kat Nahi Sakti Hai Aur Yaan
Taqat Ba-Qadar-e-Lazzat-e-Azar Bhi Nahi
بے عشق عمر کٹ نہیں سکتی ہے اور یاں
طاقت بقدر لذت آزار بھی نہیں
बे-इश्क़ उम्र कट नहीं सकती है और याँ
ताक़त ब-क़दर-ए-लज़्ज़त-ए-आज़ार भी नहीं
Maa Se Barh Kar Koi Naam Kya Hoga, Uss Naam
Maa Se Barh Kar Koi Naam Kya Hoga
Uss Naam Ka Hum Se Ehtram Kya Hoga,
Jiske Pairon Ke Neeche Jannat Hai
Usle Sar Ka Maqam Kya Hoga
Zaid Sirf Aik Teri Mohabbat Ki Khatir
Zaid Sirf Aik Teri Mohabbat Ki Khatir,
Na Jaane Mein Kis Kis Ka Ehteram Karti Hun
Woh Saamne Tha Magar Usko Nigah Choo Na Saki
