yaad
tazkara tha mehfil mein
c
phir teri sadgi ki yaad aayi
حسن کا تذکرہ تھا محفل میں
پھر تیری سادگی کی یاد آئی
Shouq ka ehd nibhaye gy daga bhi de gy
Shouq ka ehd nibhaye gy daga bhi de gy
Hum tujhe yaad bhi rakhe gy bhula bhi dey gy
شوق کا عہد نبھائیں گے دغا بھی دے گے
ہم تجھے یاد بھی رکھیں گے بھلا بھی دیں گے
Aj ji hai ke tujh ko yaad kare
Aj ji hai ke tujh ko yaad kare
Aur phir deir tak udaas rahe
آج جی ہے کے تجھ کو یاد کر یں
اور پھر دیر تک اداس رہیں
Jahan se guzeiz pa the wahi se guzar rahe hai
Jahan se guzeiz pa the wahi se guzar rahe hai
Tujhe bholana tha hum ne tujhe yaad kar rahe hai
جہاں سے گریز پا تھے ، وہیں سے گزر رہے ہیں
تجھے بھولنا تھا ہم نے ، تجھے یاد کر رہے ہیں!
Tere naqosh dil o jan se kis tarhan mitte
Tere naqosh dil o jan se kis tarhan mitte
Tu pehla ishq tha tujhe yadgar hona tha
ترے نقوش دل و جاں سے کس طرح مٹتے
تو پہلا عشق تھا، تجھے یادگار ہونا تھا!
Mein tera yaar hoon dushman bhi jante hai tere
Mein tera yaar hoon dushman bhi jante hai tere
Tu yaar hai mujhe yaar ku nahi lagta
میں تیرا یار ہوں دشمن بھی جانتے ہیں تیرے
تویارہے تومجھے یارکیوں نہیں لگتا
Tera sath raha tera yaar raha
Tera sath raha tera yaar raha
Teri yaad meri mazdoori rahi
تیرا ساتھ رہا تیرا یار رہا
تیری یاد مری مزدوری رہی
Tumhare phone mein ek yaad marne waali hai
Tumhare phone mein ek yaad marne waali hai
Jo ho sakay meri tasveer ki madad karna
تمہارے فون میں اک یاد مرنے والی ہے
جو ہوسکے مری تصویر کی مدد کرنا
Yaar kya hai jo musibat mein tasalli tak na de
Yaar kya hai jo musibat mein tasalli tak na de
Sher kya hai jo kisi ke zakhm ko dhota na ho
یاد کیا ہے جو مصیبت میں تسلی تک نہ دے
شعر کیا ے جو کسی کے زخم کودھوتا نہ ہو