waqt
Waqt ke jand lamho ne sab apne cheeen liye
Waqt ke jand lamho ne sab apne cheeen liye
Shab hijar ne bhi sab supne cheen liye
وقت کے چند لمحوں نے سب اپنے چھین لیے
شب ہجراں نے بھی سب سپنے چھین لیے
Sochta hoon waqt tha ya mei fankaar tha
Sochta hoon waqt tha ya mei fankaar tha
Ishq yun kha gaya jesy mei bekaar tha
سوچتا ہوں وقت تھا یا میں فنکار تھا
عشق یوں کھا گیا جیسے میں بے کار تھا
koi ku kar kisi pe eitmaad kare
koi ku kar kisi pe eitmaad kare
waqtan chehray badal rahy hai log
کوئی کیوں کر کسی پہ اعتماد کرے
واقعتاً چہرے بدل رہے ہیں لوگ
Ku ke zameen ki khak hoon bekaar hoon
Ku ke zameen ki khak hoon bekaar hoon
Mein aurat hoon aur baik waqt har jagha darkar hoon
کیوں کہ زمین کی خاک ہوں، بے کار ہوں
میں عورت ہوں اور بیک وقت ہر جگہ درکار ہوں
Mein ne jo kuch bhi socha hua hai wo mein waqt aany par kar jaon ga
Mein ne jo kuch bhi socha hua hai wo mein waqt aany par kar jaon ga
Tum mujhe zehar lagty ho aur mein kisi din tumhy pee kar mar jaon ga
میں نے جو کچھ بھی سوچا ہوا ہے وہ میں وقت آنے پر کر جاؤں گا
تم مجھے زہر لگتے ہو اور میں کسی دن تمہیں پی کر مر جاؤں گا
Jane kis waqt hum se bhar jaye