/April 22, 2019/Hai Khabar Garm Un Ke Aane Ki /Mirza Ghalib Shayari/Sufi Shayari/ Hai Khabar Garm Un Ke Aane Ki Aaj Hi Ghar Mai Boriya Na Hua ہے خبر گرم ان کے آنے کی آج ہی گھر میں بوریا نہ ہوا है ख़बर गर्म उन के आने की आज ही घर में बोरिया न हुआ Tags: dastak,ghalib,ghar,intezar,khabar,mirza,Sufi
/April 21, 2019/Ganjine-e-Maayani Ka Tilism Us Ko /Mirza Ghalib Shayari/Sufi Shayari/ Ganjine-e-Maayani Ka Tilism Us Ko Samjhiye Jo Lafz Ki ‘Ghalib’ Mere Ashaar Mai Aawe گنجینۂ معنی کا طلسم اس کو سمجھیے جو لفظ کہ غالبؔ مرے اشعار میں آوے गंजीना-ए-मअ’नी का तिलिस्म उस को समझिए जो लफ़्ज़ कि ‘ग़ालिब’ मिरे अशआर में आवे Tags: ghalib,mirza,samajh,Sufi
/April 20, 2019/‘Ghalib’ e-Khasta Ke Baghair Kaun Se /Mirza Ghalib Shayari/Sufi Shayari/ ‘Ghalib’ e-Khasta Ke Baghair Kaun Se Kaam Band Hain Roiye Zaar Zaar Kya Kijiye Haaye Haaye Kyun غالبؔ خستہ کے بغیر کون سے کام بند ہیں روئیے زار زار کیا کیجیے ہاے ہاے کیوں ‘ग़ालिब’-ए-ख़स्ता के बग़ैर कौन से काम बंद हैं रोइए ज़ार ज़ार क्या कीजिए हाए हाए क्यूँ Tags: ghalib,kaam,mirza,rona,Sufi,takleef
/April 20, 2019/‘Ghalib’ Na Kar Huzar Mai Tu Baar Baar /Mirza Ghalib Shayari/Sufi Shayari/ ‘Ghalib’ Na Kar Huzar Mai Tu Baar Baar Arz Zahir Hai Tera Haal Sab Un Per Kahe Baghair غالبؔ نہ کر حضور میں تو بار بار عرض ظاہر ہے تیرا حال سب ان پر کہے بغیر ‘ग़ालिब’ न कर हुज़ूर में तू बार बार अर्ज़ ज़ाहिर है तेरा हाल सब उन पर कहे बग़ैर Tags: dil,ghalib,guftagu,haal,mirza,Sufi
/April 19, 2019/‘Ghalib’ Chutti Sharab Per Ab Bhi Kabhi /Mirza Ghalib Shayari/ ‘Ghalib’ Chutti Sharab Per Ab Bhi Kabhi Kabhi Peeta Hun Roz-e-Abr o Shab-e-Mahtab Mai غالبؔ چھٹی شراب پر اب بھی کبھی کبھی پیتا ہوں روز ابر و شب ماہ تاب میں ‘ग़ालिब’ छुटी शराब पर अब भी कभी कभी पीता हूँ रोज़-ए-अब्र ओ शब-ए-माहताब में Tags: ghalib,mirza,sham,sharabi,shararat,Sufi
/April 19, 2019/‘Ghalib’ Bura Na Maan Jo Waayiz Bura /Mirza Ghalib Shayari/ ‘Ghalib’ Bura Na Maan Jo Waayiz Bura Kahe Aisa Bhi Koi Hai K Sab Acha Kahen Jise غالبؔ برا نہ مان جو واعظ برا کہے ایسا بھی کوئی ہے کہ سب اچھا کہیں جسے ‘ग़ालिब’ बुरा न मान जो वाइज़ बुरा कहे ऐसा भी कोई है कि सब अच्छा कहें जिसे Tags: ghalib,matlabi,mirza,Sufi,umeed
/April 16, 2019/Dair Nahi Haram Nahi Dar Nahi Astan /Mirza Ghalib Shayari/Sufi Shayari/ Dair Nahi Haram Nahi Dar Nahi Astan Nahi Baithe Hain Rahguzar Pe Gum Ghair Humain Uthaye Kyun دیر نہیں حرم نہیں در نہیں آستاں نہیں بیٹھے ہیں رہ گزر پہ ہم غیر ہمیں اٹھائے کیوں दैर नहीं हरम नहीं दर नहीं आस्ताँ नहीं बैठे हैं रहगुज़र पे हम ग़ैर हमें उठाए क्यूँ Tags: ajnabi,ghalib,ibadat,mirza,Sufi
/April 15, 2019/Dam-e-Har-Mauj Mai Hai Halqa-e-Sad /Mirza Ghalib Shayari/Sufi Shayari/ Dam-e-Har-Mauj Mai Hai Halqa-e-Sad-kam-e-Nahang Dekhain Kya Guzare Hai Qatre Pe Guhar Hote Tak دام ہر موج میں ہے حلقۂ صد کام نہنگ دیکھیں کیا گزرے ہے قطرے پہ گہر ہوتے تک दाम-ए-हर-मौज में है हल्क़ा-ए-सद-काम-ए-नहंग देखें क्या गुज़रे है क़तरे पे गुहर होते तक Tags: ghalib,mirza,moti,Sufi,waqt
/April 13, 2019/Charunga Mai Na Us But-e-Kafir Ka /Mirza Ghalib Shayari/ Charunga Mai Na Us But-e-Kafir Ka Pujna Chore Na Khalq Go Mujhe Kafir Kahe Baghair چھوڑوں گا میں نہ اس بت کافر کا پوجنا چھوڑے نہ خلق گو مجھے کافر کہے بغیر छोड़ूँगा मैं न उस बुत-ए-काफ़िर का पूजना छोड़े न ख़ल्क़ गो मुझे काफ़र कहे बग़ैर Tags: ghalib,ibadat,kafir,log,mirza,Sufi
/April 12, 2019/Be-Ishq Umar Kat Nahi Sakti Hai Aur /Ishq Poetry/Mirza Ghalib Shayari/Two Line Shayari/ Be-Ishq Umar Kat Nahi Sakti Hai Aur Yaan Taqat Ba-Qadar-e-Lazzat-e-Azar Bhi Nahi بے عشق عمر کٹ نہیں سکتی ہے اور یاں طاقت بقدر لذت آزار بھی نہیں बे-इश्क़ उम्र कट नहीं सकती है और याँ ताक़त ब-क़दर-ए-लज़्ज़त-ए-आज़ार भी नहीं Tags: beparwah,ehtram,ghalib,ishq,mirza,Sufi,umar