
Teri Surat Ko Jab Se Dekha Hai,
Meri Aankhon Pe Log Marte Hain
تیری صورت کو جب سے دیکھا ہے
میری آنکھوں پہ لوگ مرتے ہیں

Ab Main Samjha Uski Chamakti Huyi Aankhon Ka Raaz,
Woh Rota Nahi Magar Aansu’on Ko Qaid Kar Leta Hai
اب میں سمجھا اُس کی چمکتی ہوئی آنکھوں کا راز
وہ روتا نہیں مگر آنسوؤں کو قید کر لیتا ہے
- Tags:
- aankhen,
- aansu,
- ansoo,
- images,
- poetry,
- qaid,
- raaz,
- rona,
- shayari,
- two line,
- urdu

Ab Toh Ussey Milna Aur Bhi Zaruri Ho Gaya Hai,
Suna Hai Ke Uski Aankhon Mein Mera Aks Nazar Aata Hai
اب تو اُس سے ملنا اور بھی ضروری ہوگیا ہے
سنا ہے کہ اُس کی آنکھوں میں میرا عکس نظر آتا ہے

Main Toh Hun Aik Ujarey Sheher Ki Misaal,
Tumhari Aankhon Se Lagta Hai Udas Tum Bhi Ho
میں تو ہوں اک اُجڑے شہر کی مثال
تمہاری آنکھوں سے لگتا ہے اُداس تم بھی ہو

Adaa Katil, Bayaa’n Katil, Zuba’n Katil, Nigah Katil,
Tumhara Silsila Shayad Kisi Katil Se Milta Hai
ادا قاتل، بیاں قاتل، زباں قاتل، نگاہ قاتل
تمہارا سلسلہ شاید کسی قاتل سے ملتا ہے
- Tags:
- ada,
- heart touching,
- husn,
- images,
- katil,
- nigah,
- poetry,
- shayari,
- two line,
- urdu,
- zuban

Aankhon Ke Kareeb Toh Nahi Lekin,
Mere Dil Ke Bahut Kareeb Ho Tum
آنکھوں کے قریب تو نہیں لیکن
میرے دل کے بہت قریب ہو تم

Uski Aankhon Mein Nazar Aata Hai Saara Jahaan Mujhe,
Magar Uski Aankhon Mein Khud ko Kabhi Dekha Hee Nahi
اُس کی آنکھوں میں نظر آتا ہے سارا جہاں مجھے
مگر اُس کی آنکھوں میں خود کو کبھی دیکھا ہی نہیں

Ab Shayad Hee Koi Mohabbat Kare Mujhse,
Meri Aankhon Mein Saaf Tum Nazar Aate Ho
اب شاید ہی کوئی محبت کرے مجھ سے
میری آنکھوں میں صاف تم نظر آتے ہو

Aankhon Se Parhi Jaati Hai Haya Ki Kahani,
Naqaab Daal Kar Koi Parsa Nahi Hua
آنکھوں سے پڑھی جاتی ہے حیا کی کہانی
نقاب ڈال کر کوئی پارسا نہیں ہوا

Mai Kade Band Kardein Lakh Zamane Wale,
Sheher Mein Kam Nahi Aankhon Se Pilane Wale
مئے کدے بند کریں لاکھ زمانے والے
شہر میں کم نہیں آنکھوں سے پلانے والے
- Tags:
- aankhen,
- heart touching,
- images,
- maikhana,
- poetry,
- sharabi,
- shayari,
- sheher,
- two line,
- urdu,
- zamana