
Band Kar Ke Meri Ankhen Wo Shararat Se Hanse
Bujhe Jaane Ka Main Har Roz Tamasha Dekhun
بند کر کے مری آنکھیں وہ شرارت سے ہنسے
بوجھے جانے کا میں ہر روز تماشا دیکھوں
बंद कर के मिरी आँखें वो शरारत से हँसे
बूझे जाने का मैं हर रोज़ तमाशा देखूँ

‘Ghalib’ Chutti Sharab Per Ab Bhi Kabhi Kabhi
Peeta Hun Roz-e-Abr o Shab-e-Mahtab Mai
غالبؔ چھٹی شراب پر اب بھی کبھی کبھی
پیتا ہوں روز ابر و شب ماہ تاب میں
‘ग़ालिब’ छुटी शराब पर अब भी कभी कभी
पीता हूँ रोज़-ए-अब्र ओ शब-ए-माहताब में

Shararat Le Kar Aankhon Mein Woh Uska Dekhna Tauba,
Main Nazaron Pe Jami Nazarein Jhukana Bhool Jata Hun
- Tags:
- aankhen,
- bhool,
- dekhna,
- images,
- nazar,
- poetry,
- shararat,
- shayari,
- tauba,
- two line,
- urdu

Uska Hans Ke Nazrein Jhuka Lena,
Saari Sharartein Qabool Hon Jaise