Sirf Hathon Ko Na Dekho Kabhi Aankhen

/Aankhen Shayari/Mohsin Naqvi Poetry/

Sirf Hathon Ko Na Dekho Kabhi Aankhen Bhi Parho
Kuch Sawali Bare Khuddar Hua Karte Hain

صرف ہاتھوں کو نہ دیکھو کبھی آنکھیں بھی پڑھو

کچھ سوالی بڑے خوددار ہوا کرتے ہیں

सिर्फ़ हाथों को देखो कभी आँखें भी पढ़ो

कुछ सवाली बड़े ख़ुद्दार हुआ करते हैं

Udhar Wo Bad-Gumani Hai Idhar Ye Na

/Mirza Ghalib Shayari/

Udhar Wo Bad-Gumani Hai Idhar Ye Na-Tavani Hai
Na Pucha Jaaye Hai Us Se Na Bola Jaaye Hai Mujh Se

ادھر وہ بد گمانی ہے ادھر یہ ناتوانی ہے

نہ پوچھا جائے ہے اس سے نہ بولا جائے ہے مجھ سے

उधर वो बद-गुमानी है इधर ये ना-तवानी है

पूछा जाए है उस से बोला जाए है मुझ से

  • By:

Qasid K Aate Khat Ik Aur Likh Rakhun

/Mirza Ghalib Shayari/

Qasid K Aate Khat Ik Aur Likh Rakhun
Mai Janta Hun Jo Wo Likhenge Jawab Mai

قاصد کے آتے آتے خط اک اور لکھ رکھوں

میں جانتا ہوں جو وہ لکھیں گے جواب میں

क़ासिद के आते आते ख़त इक और लिख रखूँ

मैं जानता हूँ जो वो लिखेंगे जवाब में

  • By:

Jab Sunta Hee Nahi Woh Hum Baat Kya Karein

/Ghazal/Ishq Poetry/Sad Urdu Poetry/Urdu Poetry Images/Wafa Shayari/Yaad Poetry/

Jab Sunta Hee Nahi Woh Hum Baat Kya Karein
Bewajah Yahan Ussey Sawalat Kya Karein
Ussay Gila Hai Hum Ussay Yaad Nahi Karte
Bholty Hee Nahi Jo Unhe Yaad Kya karein
Jab Saans Ka Aana Hee Dushwaar Ho Gaya
Saqi Aese Mein Hum Ah o Pukar Kya Karein
Nazuk Dil Tha Apna Anjam-e-ishq Mein Toot Gaya
Kaise Howa Ye Hadsa Sar e Aam Iqrar Kya Karein
Sab Kuch Toh Lut Gaya Apna Ishq Wafa Mein
Ab Tumhe Batao Gaye Maal Ka Hisaab Kya Karein
Hum Ne Toh Tarap Mein Kaha Marr Gaye Touseef
Woh Yeh Keh Kar Palat Gaye Ab Mulaqat Kya Karen

  • By: