sath
Batao Saath Do Ge Kya Tumhe Gar Hum Pukarein
Batao Saath Do Ge Kya,
Tumhe Gar Hum Pukarein Toh
Maqam e Mohabbat Tum Ne Samjha Hee Nahi Warna
Maqam e Mohabbat Tum Ne Samjha Hee Nahi Warna,
Jahan Tak Tera Saath Hai Wahin Tak Zindagi Meri
Jo Tere Kadam Mere Ghar Chalein, mere saath
Jo Tere Kadam Mere Ghar Chalein
Mere Sath Shams o Qamar Chalein
Teri Qurbaton Mein Samait Loon
Raah e Zindagi Ki Musaaftein
Tere Naam Se Meri Subh Ho
Teri Yaad Mein Meri Shaam Ho
Tere Rubaru Rahein Surkhroo
Mere Chashm o Dil Ki Abaartein
Mere Roz o Shab Ke Nisaab Mein
Mere Paas Apna Toh Kuch Nahi
Tera Qarz Hai Meri Zindagi
Meri Saansein Teri Amaantein
Khawab o Khayal Ki Saltanat Mein Hum
Khawab o Khayal Ki Saltanat Mein Hum,
Bichare Hu’on Ke Sath Bari Deir Tak Rahe
خواب و خیال کی سلطنت میں ہم
بچھڑے ہو’وں کے ساتھ بڑی دیر تک رہے
Kash Tum Poocho Mujhse Kya Chaiye, Main Pakrun
Kash Tum Poocho Mujhse Kya Chaiye,
Main Pakrun Hath Tera Aur Kahun Tera Sath Chaiye
Guftagu Ki Jiye Magar Ahtiyat Ke Sath, Log Mar Jaate
Guftagu Ki Jiye Magar Ahtiyat Ke Sath,
Log Mar Jaate Hain Alfaaz Ke Sath
Log Naye Saal Mein Bahut Kuch Naya Maange Ge Lekin
Log Naye Saal Mein Bahut Kuch Naya Maange Ge Lekin,
Mujhe Wohi Purana Tumhara Sath Chaiye
Hamare Saath Chalna Hai Toh Zarf Buland Rakhna
Hamare Sath Chalna Hai Toh Zarf Buland Rakhna,
Har Shaks Hamara Saath Nibha Bhi Nahi Sakta
Mera Har Din Khoobsurat Bana Deta Hai
/Happy Shayari/Husn Shayari/Muskurahat Shayari/Romantic Urdu Poetry/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/