sath
Mein jhu gaya tu tera rang kaat dalon ga
Mein jhu gaya tu tera rang kaat dalon ga
So apne ap se tuj ko baca ke sath hoo mein
میں چھو گیا تو ترا رنگ کاٹ ڈالوں گا
سو اپنے آپ سے تجھ کو بچا کے ساتھ ہوں میں
Yahi tu farq hai mery aur in ke hal ke bech
Yahi tu farq hai mery aur in ke hal ke bech
shaikayat hai inhy aur raza ke sath hoon mein
یہی تو فرق ہے میرے اور ان کے حل کے بیچ
شکایتیں ہیں انہیں اور رضا کے ساتھ ہوں میں
Mein auleen ki izzat mein akhreen ka noor
Mein auleen ki izzat mein akhreen ka noor
Wo inteha hoon ke har ibtada ke sath hoon mein
میں اولین کی عزت میں آخرین کا نور
وہ انتہا ہوں کہ ہر ابتدا کے ساتھ ہوں میں
Mein ne is se pyaar kiya hai malkiyat ka dawa nahi kiya
Mein ne is se pyaar kiya hai malkiyat ka dawa nahi kiya
Wo jis ke bhi sath hai mein is ko bhi manta hoon
میں نے اس سے پیار کیا ہے ملکیت کا دعویٰ نہیں کیا
وہ جس کے بھی ساتھ ہے میں اس کو بھی مانتا ہوں
Daulat-e-duniya nahin jaane ki hargiz tere saath
Daulat-e-duniya nahin jaane ki hargiz tere saath
Baad tere sab yahin ai be-khabar baT jaegi
دولت دنیا نہیں جانے کی ہرگز تیرے ساتھ
بعد تیرے سب یہیں اے بے خبر بٹ جائے گی
दौलत-ए-दुनिया नहीं जाने की हरगिज़ तेरे साथ
बाद तेरे सब यहीं ऐ बे-ख़बर बट जाएगी
Zindagi yuun hui basar tanha