safar
Dam Liya Tha Na Qayamat Ne Hanuz
Dam Liya Tha Na Qayamat Ne Hanuz
Phir Tera Waqt-e-Safar Yaad Aaya
دم لیا تھا نہ قیامت نے ہنوز
پھر ترا وقت سفر یاد آیا
दम लिया था न क़यामत ने हनूज़
फिर तिरा वक़्त-ए-सफ़र याद आया
Aik Safar Tha Jo Guzar Gaya, Koi Nasha Tha
Aik Safar Tha Jo Guzar Gaya,
Koi Nasha Tha Jo Utar Gaya
Sakht Raaton Mein Bhi Asaan Safar Lagta
Sakht Raaton Mein Bhi Asaan Safar Lagta Hai,
Yeh Meri Maa Ki Dua’on Ka Aser Lagta Hai
Kitna Ajeeb Apni Zindagi Ka Safar Nikla
Kitna Ajeeb Apni Zindagi Ka Safar Nikla
Saare Jahan Ka Dard Apna Muqaddar Nikla,
Jiske Naam Apni Zindagi Ka Har Lamha Kar Diya
Afsos Wohi Hamari Chahat Se Bekhabar Nikla
Chalne Ka Hosla Nahi, Rukna Mahaal Kardia
/Ghamgeen Poetry/Ishq Poetry/Parveen Shakir Poetry/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/
Chalne Ka Hosla Nahi, Rukna Mahaal Kardia,
Ishq Ke Is Safar Ne Toh Mujhko Nidhal Kardia
Ussey Poocho Azab Raston Ka, Jis Ka Sathi
/Bewafa Poetry/Ghamgeen Poetry/Heart Touching Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/