muskurahat
Kabhi Itna Na Muskurao Ke Nazar Lag
Kabhi Itna Na Muskurao Ke Nazar Lag Jaye,
Har Aik Ki Aankh Mein Meri Tarah Mohabbat Nahi Hoti
Baha Baha Kar Aansu Bikhar Chuki Hun Main
Baha Baha Kar Aansu Bikhar Chuki Hun Main,
Simat Kar Apni Zaat Mein Ab Muskurana Chahti Hun
Yeh Rakh Rakhao Mohabbat Seekha Gayi
Yeh Rakh Rakhao Mohabbat Seekha Gayi Usko,
Woh Ruth Kar Bhi Mujhse Muskura Ke Milta Hai
Mere Chehre Se Mera Dard Na Parh
/Dard Shayari/Famous Urdu Poetry/Muskurahat Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/Wasi Shah Poetry/
Mere Chehre Se Mera Dard Na Parh Paoge Wasi,
Meri Aadat Hai Har Baat Pe Muskura Dena
Mere Halaat Pe Muskurate Ho Sahab
Mere Halaat Pe Muskurate Ho Sahab,
Bad’dua Hai Tumhe Bhi Ishq Ho Jaye
Maine Dil Ke Darwaze Pe Likha Ander Aana Mana Hai
Maine Dil Ke Darwaze Pe Likha Ander Aana Mana Hai,
Ishq Muskruta Hua Bola Maaf Karna Main Andha Hun
Humein Samjho Na Khush Itna Labon Ki Muskurahat Se
Humein Samjho Na Khush Itna Labon Ki Muskurahat Se,
Hamari Aankh Mein Pehle Hazaron Hadse Dekho
Poochta Hai Jab Koi Ke Duniya Mein Mohabbat Kahan Hai
/Mother Shayari/Muskurahat Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/Urdu Shayari Mohabbat/Yaad Poetry/