mausam
Mausam e Khizan Ke Patton Ki Tarah
Mausam e Khizan Ke Patton Ki Tarah Jhar Gaya,
Mera Wajood Tere Tan Se Juda Ho Ke Bikher Gaya
موسمِ خزاں کے پتوں کی طرح جھڑ گیا
میرا وجود تیرے تن سے جُدا ہو کر بکھر گیا
Kaash Tujhe Sardi Ke Mausam Mein Lage
Kaash Tujhe Sardi Ke Mausam Mein Lage Mohabbat Ki Thand,
Aur Tu Tarap Ke Maange Mujhe Razai Ki Tarah
Woh Mujh Tak Aane Ki Raah Chahta Hai
Woh Mujh Tak Aane Ki Raah Chahta Hai
Lekin Meri Mohabbat Ka Gawah Chahta Hai,
Khud Aate Jaate Mausamo Ki Tarah Hai
Aur Mujhse Mohabbat Ki Inteha Chahta Hai
Thandi Thandi Hawa Chal Pari Hamare
Thandi Thandi Hawa Chal Pari Hamare Weerane Mein,
Andaz Bara Zalim Hai December Tere Aane Ka
Mohabbat Mein Har Ek Mausam Ka Har
Mohabbat Mein Har Ek Mausam Ka Har Ek Rang Shamil Hai,
Mohabbat Ka Koi Ek Rang Ya Mausam Nahi Hota
Tapak Parte Hain Aansu Jab Apno Ki Yaad Aati Hai
Tapak Parte Hain Aansu Jab Apno Ki Yaad Aati Hai,
Yeh Woh Barsaat Hai Ke Jiska Koi Mausam Nahi Hota
ٹپک پزتے ہیں آنسو جب اپنوں کی یاد آتی ہے
یہ وہ برسات ہے کہ جس کا کوئی موسم نہیں ہوتا
Naye Mausam Ki Seher Jaise Sard Mein Dopeher
Naye Mausam Ki Seher Jaise Sard Mein Dopahar,
Koi Mujhko Yun Mila Hai Jaise Banjare Ko Ghar
Mere Page Ka Mausam Bahut Suhana Lage
Mere Page Ka Mausam Bara Suhana Lage,
Main Ik Member Chura Loo’n? Agar Bura Na Lage
Din Badle Mausam Badla Aur Badla Yeh Saal Aakhir
/Ghamgeen Poetry/Heart Touching Shayari/Inspirational Shayari/New Year Shayari/Sad Urdu Poetry/Shayari on Life/Shayari on Waqt/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/