log
Tum Samundar Ki Baat Karte Ho, Log Aankhon Mein
Tum Samundar Ki Baat Karte Ho,
Log Aankhon Mein Doob Jaate Hain
Haye Woh Log Jo Kehte Thay Samundar Khud Ko
Haye Woh Log Jo Kehte Thay Samundar Khud Ko
Jab Meri Aankhon Mein Doobe Toh Nisha’n Tak Na Mila
Log Takte Hee Rahe Aasmanon Pe, Hum Ne Zulfon
Log Takte Hee Rahe Aasmanon Pe,
Hum Ne Zulfon Mein Chand Dekha Hai
Yani Ab Log Seekhaein Ge Main Kaise Dekhun
Yani Ab Log Seekhaein Ge Main Kaise Dekhun,
Meri Marzi Main Uss Shaks Ko Jaise Dekhun
Guftagu Ki Jiye Magar Ahtiyat Ke Sath, Log Mar Jaate
Guftagu Ki Jiye Magar Ahtiyat Ke Sath,
Log Mar Jaate Hain Alfaaz Ke Sath
Aashiyana Banaye Bhi Toh Kahan Banaye Sahab
Aashiyana Banaye Bhi Toh Kahan Banaye Sahab,
Zameen Mehngi Ho Gayi Hai Aur Dil Mein Log Jagah Nahi Dete
Hum Tujhe Yun Dhundte Hain, Jis Tarah Log
Hum Tujhe Yun Dhundte Hain,
Jis Tarah Log Sukoon Dhundte Hain
Taa Umar Kaun Karta Hai Chahat Mere Hazoor
/Chahat Shayari/Ghamgeen Poetry/Heart Touching Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/