khamoshi
Khamosh Reh, Tanha Baith, Yaad Kar Usko
Khamosh Reh, Tanha Baith, Yaad Kar Usko
Tu Ne Ishq Kia Hai, Gunaah Chota Nahi Tera
Mohabbat Jab Sukoon e Zindagi Barbaad Karti Hai
Mohabbat Jab Sukoon e Zindagi Barbaad Karti Hai,
Toh Lab Khamosh Rehte Hain Nazar Fariyad Karti Hai
Raaz Khol Dete Hain Nazuk Se Ishare Akser
Raaz Khol Dete Hain Nazuk Se Ishare Akser,
Kitni Khamosh Mohabbat Ki Zuban Hoti Hai
Tum Mujhe Jitni Aziyat De Sakte Thay Tum Ne Dee
Tum Mujhe Jitni Aziyat De Sakte Thay Tum Ne Dee,
Ab Tum Dekho Ge Mera Sabr Aur Meri Khamoshi
تم مجھے جتنی اذیت دے سکتے تھے تم نے دی
اب تم دیکھو گے میرا صبر اور میری خاموشی
Aankhon Mein Aansu Thay Magar Hum Khamosh Rahe
/Aankhen Shayari/Aansu Shayari/Ghamgeen Poetry/Khamoshi Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/
Aankhon Mein Aansu Thay Magar Hum Khamosh Rahe,
Iss Tawaqo Se Ke Shayad Tu Palat Kar Dekh Le
Maana Ke Tum Lafzon Ke Badshah Ho, Hum Bhi
Maana Ke Tum Lafzon Ke Badshah Ho,
Hum Bhi Khamoshiyon Per Raaj Karte Hain
Yeh Hamara Zabt Hai Ke Hum Usko Dekhte Hain
/Ghamgeen Poetry/Khamoshi Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/