jalna
Jo Seena Na Jalaye Na Woh Charas Achi
Jo Seena Na Jalaye,
Na Woh Charas Achi
Na Woh Mashooqa Achi
Na Thi Jisko Mere Pyar Ki Kadar Nahi Shayari
Na Thi Jisko Mere Pyar Ki Kadar,
Ittefaq Se Ussi Ko Chah Rahe Thay Hum
Ussi Diye Ne Jalaya Mere Hathon Ko,
Jisko Hawa Se Bacha Rahe Thay Hum
نہ تھی جس کو میرے پیار کی قدر
اتفاق سے اس ہی کو چاہ رہے تھے ہم
اس ہی دیے نے جلایا میرے ہاتھوں کو
جس کو ہوا سے بچا رہے تھے ہم
ना थी जिसको मेरे प्यार की कदर,
इत्तेफ़ाक़ से उसको ही चाह रहे थे हम !
उसी दिए ने जलाया मेरे हाथों को,
जिसको हवा से बचा रहे थे हम
Kamal Karte Hain Hum Se Jalne Wale
Kamal Karte Hain Hum Se Jalne Wale,
Mehfil Khud Ki Aur Charche Hamare
کمال کرتے ہیں ہم سے جلنے والے
محفل خود کی اور چرچے ہمارے
Talakh Itni Thi Ke Peene Se Zuban Jalti Thi
Talakh Itni Thi Ke Peene Se Zuban Jalti Thi,
Zindagi Aankh Ke Pani Mein Mila Lee Main Ne
تلخ اتنی تھی کہ پینے سے زُبان جلتی تھی
زندگی آنکھ کے پانی میں مِلا لی میں نے
Tere Jamal Se Aankhen Haseen Hain Meri
Tere Jamal Se Aankhen Haseen Hain Meri,
Tere Khayal Se Dil Mein Chirag Jalte Hain
تیرے جمال سے آنکھیں حسین ھیں میری 😍
تیرے خیال سے دل میں چراغ جلتے ھیں
Jala Raha Hun Khud Apne Lahoo Se Dil Ke Chirag
Jala Raha Hun Khud Apne Lahoo Se Dil Ke Chirag,
Najaane Kitni Mohabbat Hai Roshni Se Mujhe
جلا رہا ہوں خود اپنے لہو سے دل کے چراغ
نہ جانے کتنی محبت ہے روشنی سے مجھے
Apne Jalne Mein Kisi Ko Nahi Karte Shareek
/Ghamgeen Poetry/Heart Touching Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/
Apne Jalne Mein Kisi Ko Nahi Karte Shareek,
Raat Ho Jaye Toh Hum Shama Bhuja Dete Hain
Mujhko Chaa’on Mein Rakha Aur Khud Jalta Raha Dhoop Mein
Mujhko Chaa’on Mein Rakha Khud Jalta Raha Dhoop Mein,
Maine Dekha Hai Aik Farishta Baap K Roop Mein
Apna Toh Yeh Kaam Hai Bhai Dil Ka Dard Jalate Rehna
/Dard Shayari/Dil Shayari/Neend Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/