ishq
Inkaar Ki Si Lazat, Ikrar Main Kahan Hai
Inkaar Ki Si Lazat, Ikrar Main Kahan Hai,
Barhta Hai Ishq Mohsin Unki Nahi Nahi Se
Ae Ishq Bas Jaan Gaya Main Teri Pehchan Yehi Hai
Ae Ishq Bas Jaan Gaya Main Teri Pehchan Yehi Hai,
Tu Dil Mai Tu Aata Hai Magar Samajh Main Nahi Aata
Firdous e Jannat Mein Lakh Hoor’on
Firdous e Jannat Mein Lakh Hoor’on Ka Tasawar Sahee,
Main Ek Shaks Ke Ishq Se Niklun Toh Wahan Tak Sochun
Khud Ko Bawazu Kiya Tere Tasawar Se Bhi Pehle
Khud Ko Bawazu Kiya Tere Tasawar Se Bhi Pehle,
Maine Iss Darje Tere Ishq Ko Pakeeza Rakha
خود کو باوضو کیا تیرے تصور سے بھی پہلے
میں نے اس درجہ تیرے عشق کو پاکیزہ رکھا
Suno Mehrbaa’n Mere, Tere Ishq Mein Hum
Suno Mehrbaa’n Mere,
Tere Ishq Mein Hum Lawaris Ho Gaye
سنو مہرباں میرے
تیرے عشق میں ہم لاوارث ہو گئے
Raqs e Dil Hai Jaari Tere Ishq Ke Saazon Pe
Raqs e Dil Hai Jaari Tere Ishq Ke Saazon Pe,
Koi Aesa Sur Na Cher Ke Dil Tarap Ke Marjaye
رقصِ دل ہے جاری تیرے عشق کے سازوں پہ
کوئی ایسا سُر نہ چھیڑ کہ دل تڑپ کے مر جاۓ
Tu Mujhe Ishq Ke Asool Na Samjha
Tu Mujhe Ishq Ke Asool Na Samjha,
Mumkin Hai Ke Mujhsa Deewana Tumhe Kahin Na Mile
تو مجهے عشق کے اصول نا سمجها
ممکن ہے کہ مجھ سا دیوانہ تمہیں کہیں نہ ملے
Quwat e Ishq Se Har Past Ko Bala Kar De
/Allama Iqbal Poetry/Heart Touching Shayari/Ishq Poetry/islamic poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/