ishq
Yeh Mareez e Ishq Ka Haal Hai Ke Yeh
Yeh Mareez e Ishq Ka Haal Hai
Ke Yeh Zindagi Bhi Wabaal Hai,
Kabhi Dard Hai Toh Dawa Nahi
Jo Dawa Mili Toh Shifa Nahi
Jab Se Tu Amil e Farmooda-E-Islaf Nahi
Jab Se Tu Amil e Farmooda e Islaf Nahi
Naam Insaf Ka Baqi Hai Per Insaf Nahi
Zarb e Shamsheer, Baja! Nara e Takbeer Darust
Sab Hai! Bus Tujh Mein Mujahid Se Woh Ausaf Nahi
Kya Bahana Hai Mere Qalb Ko Thukrane Ka
Kirchiyan Dekh Ke Kehte Hain Ke Shafaaf Nahi
Ya Khuda! Umat e Ahmed Bhi Wohi Tu Bhi Wohi
Kya Sabab Hai Ke Woh Pehle Ke Se Altaf Nahi
Aah! Yeh Ishq Bhi Kasa Hai Tera Jis Mein ‘Shakeeb’
Ishq Ka Aieen Nahi Sheen Nahi Qaaf Nahi
Ishq Karna Hai Toh Phir Chak-E-Girebaan
Ishq Karna Hai Toh Phir Chak-E-Girebaan Kar Le,
Hosh Walon Se Kaha Raqs-E-Junoo Hota Hai
Hum Ne Kab Ki Hai Tere Ishq Ki Shiddat
Hum Ne Kab Ki Hai Tere Ishq Ki Shiddat Mein Kam,
Hijr Bhi Sab Se Bara Hum Ne Chuna Hai Tera
Na Chahat, Na Mohabbat, Na Ishq Aur Na Wafa
/Chahat Shayari/Husn Shayari/Ishq Poetry/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/Urdu Shayari Mohabbat/Wafa Shayari/
Na Chahat, Na Mohabbat, Na Ishq Aur Na Wafa,
Kuch Bhi Nahi Tha Us Shaks Ke Paas Siwaye Husn Ke
Kya Khaak Tarakki Ki Aaj Ki Duniya Ne
Kya Khaak Tarakki Ki Aaj Ki Duniya Ne,
Mareez e Ishq Toh Aaj Bhi La Ilaaj Bethe Hain
Ishq Mein Kaisa Firka Saain, Ishq Mein
Ishq Mein Kaisa Firka Saain,
Ishq Mein Bus Yaar Yaar Saain
Nahi Ishq Ka Dard Lazzat Se Khaali, Jissey
/Dard Shayari/Ishq Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/Urdu Poetry Sms/Whatsapp Status in Urdu/