intezar
Kabhi to dair-o-haram se tu aaega vapas
Kabhi to dair-o-haram se tu aaega vapas
Main mai-kade men tira intizar kar lunga
کبھی تو دیر و حرم سے تو آئے گا واپس
میں مے کدے میں ترا انتظار کر لوں گا
कभी तो दैर-ओ-हरम से तू आएगा वापस
मैं मय-कदे में तिरा इंतिज़ार कर लूँगा
Janta hai ki vo na aenge
Janta hai ki vo na aenge
Phir bhi masruf-e-intizar hai dil
جانتا ہے کہ وہ نہ آئیں گے
پھر بھی مصروف انتظار ہے دل
जानता है कि वो न आएँगे
फिर भी मसरूफ़-ए-इंतिज़ार है दिल
Maana Ki Teri Deed Ke Qabil Nahi Ho Main
Maana Ki Teri Deed Ke Qabil Nahi Ho Main
Tu Mera Shauq Dekh Mera Intizar dekh
माना कि तेरी दीद के क़ाबिल नहीं हूँ मैं
तू मेरा शौक़ देख मिरा इंतिज़ार देख
مانا کہ تیری دید کے قابل نہیں ہوں میں
تو میرا شوق دیکھ مرا انتظار دیکھ
Hum Ne Uske Intezar Mein Kayi Baras Guzar
Hum Ne Uske Intezar Mein Kayi Baras Guzar Diye
Woh Iss Aik Riwayat Pe Qaaim Raha, Jaane Wale Palat Kar Dekha Nahi Karte
Nahi Nahi Ye Khabar Dushmanon Ne
Nahi Nahi Ye Khabar Dushmanon Ne Di Hogi
Wo Aaye Aa Ke Chale Bhi Gaye Mile Bhi Nahi
نہیں نہیں یہ خبر دشمنوں نے دی ہوگی
وہ آئے آ کے چلے بھی گئے ملے بھی نہیں
नहीं नहीं ये ख़बर दुश्मनों ने दी होगी
वो आए आ के चले भी गए मिले भी नहीं
Ye Kya Ki Wo Jab Chahe Mujhe Cheen Le
Ye Kya Ki Wo Jab Chahe Mujhe Cheen Le Mujh Se
Apne Liye Wo Shaks Tarapta Bhi To Dekhun
یہ کیا کہ وہ جب چاہے مجھے چھین لے مجھ سے
اپنے لئے وہ شخص تڑپتا بھی تو دیکھوں
ये क्या कि वो जब चाहे मुझे छीन ले मुझ से
अपने लिए वो शख़्स तड़पता भी तो देखूँ
Ghar Aap Hi Jagmaga Uthega
Ghar Aap Hi Jagmaga Uthega
Dahleez Pe Ek Kadam Bahut Hai
گھر آپ ہی جگمگا اٹھے گا
دہلیز پہ اک قدم بہت ہے
घर आप ही जगमगा उठेगा
दहलीज़ पे इक क़दम बहुत है
Mai Phool Chunti Rahi Aur Muje Khabar
Mai Phool Chunti Rahi Aur Muje Khabar Na Hui
Wo Shaks Aa Ke Mere Sheher Se Chala Bhi Gaya
میں پھول چنتی رہی اور مجھے خبر نہ ہوئی
وہ شخص آ کے مرے شہر سے چلا بھی گیا