insaan
Hai Aadmi Bajaye Khud Ik Mahshar-e
Hai Aadmi Bajaye Khud Ik Mahshar-e-Khayal
Hum Anjuman Samajhte Hain Khalvat Hi Kyun Na Ho
ہے آدمی بجائے خود اک محشر خیال
ہم انجمن سمجھتے ہیں خلوت ہی کیوں نہ ہو
है आदमी बजाए ख़ुद इक महशर-ए-ख़याल
हम अंजुमन समझते हैं ख़ल्वत ही क्यूँ न हो
Bas-Ki Dushwar Hai Har Kam Ka Asan
Bas-Ki Dushwar Hai Har Kam Ka Asan Hona
Aadmi Ko Bhi Mayassar Nahi Insan Hona
بسکہ دشوار ہے ہر کام کا آساں ہونا
آدمی کو بھی میسر نہیں انساں ہونا
बस-कि दुश्वार है हर काम का आसाँ होना
आदमी को भी मयस्सर नहीं इंसाँ होना
Banaya Ae ‘Zafar’ KHaliq Ne Kab Insan
Banaya Ae ‘Zafar’ KHaliq Ne Kab Insan Se Behtar,
Malak Ko Dew Ko Jin Ko Pari Ko Hoor o Ghilman Ko
बनाया ऐ ‘ज़फ़र’ ख़ालिक़ ने कब इंसान से बेहतर,
मलक को देव को जिन को परी को हूर ओ ग़िल्माँ को
بنایا اے ظفرؔ خالق نے کب انسان سے بہتر
ملک کو دیو کو جن کو پری کو حور و غلماں کو
Farishte Se Barh Kar Hai Insan Ban’na
Farishte Se Barh Kar Hai Insaan Ban’na,
Magar Iss Mein Lagti Hai Mehnat Zyada
فرشتے سے بڑھ کر ہے انسان بننا
مگر اس میں لگتی ہے محنت زیادہ
Gumnami Ke Andhere MeIN Tha Ek Pehchaan
Gumnami Ke Andhere Mein Tha
Ek Pehchaan Bana Diya
Duniya Ke Gum Se Mujhe
Unhone Anjaan Bana Diya
Unki Aisi Mehrbani Huyi Ke
Ustad Ji Ne Mujhe Ek Achha
Insaan Bana Diya
گُمنامی کے اندھیرے میں تھا
ایک پہچان بنا دیا
دُنیا کے غم سے مجھے
اُنہوں نے انجان بنا دیا
اُن کی ایسی مہربانی ہوی کہ
اُستاد جی نے مجھے اک
اچھا انسان بنا دیا
Shaitan Ko Hukam Kar Sajda Insan Ko
Shaitan Ko Hukam Kar Sajda Insaan Ko
Woh Na Farmani Kar Gaya,
Insaan Ko De Kar Tauba Ki Taufeeq
Khuda Mehrbani Kar Gaya
شیطان کو حکم کر سجدہ انسان کو
وہ نا فرمانی کر گیا
انسان کو دے کر توبہ کی توفیق
خدا مہربانی کر گیا
Be Inteha Dard, Na Insaan Ko Sone Deta
/Aansu Shayari/Dard Shayari/Heart Touching Shayari/Neend Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/