images
Kya Kya Hamare Khawab Thay Jaane Kahan Pe Khoo Gaye
Kya Kya Hamare Khawab Thay Jaane Kahan Pe Khoo Gaye,
Tum Bhi Kisi Ke Sath Ho, Hum Bhi Kisi Ke Ho Gaye
Zakham Ban Kar Hee Sahee
Zakham Ban Kar Hee Sahee,
Mujh Mein Rehte Toh Ho
Ae Zindagi Ab Khatam Bhi Karde Imtehano’n Ka Silsila
Ae Zindagi!
Ab Khatam Bhi Karde Imtihano’n Ka Silsila,
Insaan Hoon Main Bhi Mujhe Bhi Takleef Hoti Hai
Dosti Aam Hai Lekin Ae Dost
Dosti Aam Hai Lekin Ae Dost,
Dost Milta Hai Bari Mushkil Se
Zara Tum Chup Chaap Betho Toh Dum Araam Se Nikle
/Aansu Shayari/Ghamgeen Poetry/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/
Zara Tum Chup Chaap Betho Toh Dum Araam Se Nikle,
Idher Hum Hichki Lete Hain – Udher Tum Rone Lagte Ho
Dil’on Per Lafz Nahi Lehje Aser Karte Hain
Dil’on Per Lafz Nahi Lehje Aser Karte Hain
Yun Tera Har Ajnabi Per Mehrbaan Hona
Yun Tera Har Ajnabi Per Mehrbaan Hona,
Sach Kahoon Toh Bahut Jaan Leva Hai Mere Liye
Soh Jao Mohsin Koi Sukha Hua Patta Hoga
/Ghamgeen Poetry/Mohsin Naqvi Poetry/Neend Shayari/Sad Urdu Poetry/Tanha Shayari/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/Yaad Poetry/
Soh Jao Mohsin Koi Sukha Hua Patta Hoga,
Tere Aangan Mein Kahan Unke Kadam Aate Hain
Guzar Jaye Toh Lamha, Guzarna Pare Toh Muddat
/Ghamgeen Poetry/Sad Urdu Poetry/Shayari on Life/Shayari on Waqt/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/