hath
Na Thi Jisko Mere Pyar Ki Kadar Nahi Shayari
Na Thi Jisko Mere Pyar Ki Kadar,
Ittefaq Se Ussi Ko Chah Rahe Thay Hum
Ussi Diye Ne Jalaya Mere Hathon Ko,
Jisko Hawa Se Bacha Rahe Thay Hum
نہ تھی جس کو میرے پیار کی قدر
اتفاق سے اس ہی کو چاہ رہے تھے ہم
اس ہی دیے نے جلایا میرے ہاتھوں کو
جس کو ہوا سے بچا رہے تھے ہم
ना थी जिसको मेरे प्यार की कदर,
इत्तेफ़ाक़ से उसको ही चाह रहे थे हम !
उसी दिए ने जलाया मेरे हाथों को,
जिसको हवा से बचा रहे थे हम
Tu Badalta Hai Toh Be Sakhta Meri Aankhen
Tu Badalta Hai Toh Be Sakhta Meri Aankhen,
Apne Hathon Ki Lakeeron Se Ulajh Jaati Hain
تو بدلتا ہے تو بے ساختہ میری آنکھیں
اپنے ہاتھوں کی لکیروں سے اُلجھ جاتی ہیں
Mulaim Hath, Kham e Zulf, Ada e Nain Aur Yaqoot Hont
/Aankhen Shayari/Heart Touching Shayari/Husn Shayari/Romantic Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/
Mulaim Hath, Kham e Zulf, Ada e Nain Aur Yaqoot Hont,
Wallah Katal Baaqi Hai Auzaar Toh Sab Hee Pooray Hain
ملائم ہاتھ ، خمِ زُلف ، ادائے نین اور یاقوت ہونٹ
واللہ قتل باقی ہے اوزار تو سب ہی پورے ہیں
(Khum e Zulf = Curly hair ; Yaqoot = Garnet),(Auzaar = Tools)